Bhakt: Bhagwanji aap kab kush hote ho, Bhagawan:jab hindi film me vilan ladki ko pakadata hai tab ladki bolti hai please mujhe bhagawan ke liye chod do.
teacher-osama ki 5 biwi & 20 bachche.lalu ki 1 biwi aur 9 bachche,to batao kaun achcha? studnt-score to osama ka zyada hai par strike rate lalu ka achcha hai