Wife: Kya kar rahe ho?Man: Makkhiya maar rha hu.Wife: Kitni mari?Man: 3 male aur 2 female.Wife: Kaise malum?Man: Kyonki 3 daru ki botal se chipki thi or 2 phone se.
teacher-osama ki 5 biwi & 20 bachche.lalu ki 1 biwi aur 9 bachche,to batao kaun achcha? studnt-score to osama ka zyada hai par strike rate lalu ka achcha hai
Salesman tension me tha. DEALER-Kya hua? S.MAN-Mai 6 months tour pe tha, biwi Pregnant ho gai DLR-Ab pata chala bina order k maal aye to kaisa lagta hai..