Ek aadmi ki wife

Ek aadmi ki wife
Ek aadmi ki wife ka rang kaala thha, ek din vo peeli saree pehenke apne pathi se puchi, main kaisi lag rahi hoon? hus:Jaise koyla ki factory mein aag lagi ho.
  

Jan, 17 2012     158 chars (1 sms)     1163 views       Jokes > Hindi Jokes

more Hindi Jokes SMS Messages

Aaj Maine 1 Jaan Bachai.Pucho kaise? Bhikhari Ko Pucha.. 1000 Ka Note Du To Kya Karega? bola- Khushi Se Mar Jaunga. Maine NHI DIYA
CIRCUIT: Bhai, Bapu ne bola tha ke kabhi jhoot nehin bolna mangta hai. Apun aaj se kabhi jhoot nehin bolega Bhai. MUNNA BHAI: Aye Circuit, woh Sunita ka baap aya hai terayko dund rehla hai. CIRCUIT: Bhai usko bolo apun gaon gaya hai, kheti karneko. MUNNA BHAI: Par Circuit, abhi to tu bola kabhi jhoot nehin bolega. CIRCUIT: Bhai, apun jhoot nehin bolega, par tum to bol sakta hai na.
gum vo cheez hai,gum vo cheez hai,gum vo cheez hai ,jo kagaz chepkane ke kam aate hai.
Shaadi par wife boli: Aap mere PRANNATH aur mein apke CHARNO KI DASI.Shaadi ke baad wo ho gaya CHARANDAS aur wo hogayi PRANO KI PYASSI
Bhakt: Bhagwanji aap kab kush hote ho, Bhagawan:jab hindi film me vilan ladki ko pakadata hai tab ladki bolti hai please mujhe bhagawan ke liye chod do.
Ganguli's son : Are dekho maa. Papa sixer pe sixer mare ja rahe hain. Gangulis wife : Beta ye ADVERTISEMENT hai !!! .....:-)
Girl-Dear hum kahan jaa rahe hai.Boy-Long Drive pe dear.Girl-Pehle kyon nhi bataya.Boy-Mujhe bhi abhi pata chala jab break fail hua.
Teacher student se:Tere pitaji ki karde ne Student:Ji woh PWD chalaunde ne!Teacher:Tera matlab Public Works Department?Student:Na ji na,PWD matlab Pakodeyaan waali dukaan
1 larki ne aadhi raat ko larke ko fon kiya: Ghar ajao ghar per koi nhi hai! Larka chla gya. Ghar pe waqai koi nhi tha Taala lga tha..
Ek bhoot doosre bhoot se : Tujhe kisi se dar nahi lagta? 2sra : nahin 1st : kabhi sardar dekha hai? 2ra: sardar vardar kuch nahi hota, sab man ka vaham hai
Bhikari: Sahab ek rupya de do. Sahab: Tumhe sharam nahi road par khade hokar bheek mangte ho Bhikari: Abe tere ek rupye k liye office kholu kya.
"Teacher : usne khudkhushi kar li, use khudkhushi karni padi, farak batao student : pehla padha likha berojgar tha, dusra shadi-suda tha"