Delhi Ke paas Ke nizamuddin railway station ki train no.6162 Ke route ke 3rd station Bharatpur Ke Ek chote Se Gaon Ke Nazdeek Wale Kabristaan Ke Chowkidar Ki Kabar Pe Baithe Huye Kutte Ki Aage Wali Right Side Ki Taang Ki Tisri Ungli Ke Nakhoon Ke Paas Chhupe Huye Chichar Ke Pait Mein Rehne Wale Bacteria Ke Chromosomal DNA Ki Thymine Nucleotide Ki 5th Carbon Ke Outer Shell Ke 4th Electron Ki Kasam, Sirf disturb karne k liye msg kiya hai...hee,
Barish Ki Bundo Ko Apni Hateli Me Sametkar Dekho. Jitni Bunde Tum Samet Paye Utna Tum Hame Yad Karte Ho, Jitni Bunde Gir Gayi Utna Yad Hum Tume Karte Hai.