Duniya Gol Hai: Chuha Billi se Darta Hai,Billi Kutte se Darti h,Kutta Aadmi se Darta h,Aadmi Apni Biwi se Darta hBiwi Chuhhe se Darti Hai.Duniya Gol Hai
Kya mamu apun ki yaad vyad nahi aa reli kyaaA? Kya apun hi tere ko aise jhakas messge bhejta rahenga kya? Bole to tu bhi ek-do rapchik mesge chipka daAL!
Main aisa MSG hu jise murkh log padte hai,nalayak log dusro ko forward karte hai,gadhe delete karte hai aur pagal store kar lete hai.Aap kya karne wale hai
Pyar=dukho ka bazar,Premi=dukho ka kharidar,Premika=dukho ki dukandar,Mata-Pita=beech ki diwar,Behen=salahkar,Bhai=peetne ko taiyar!Yahi to haiBiG BAZAR!
Aaj agar apka sms ayega tohi hum roti khayenge warna aj gusse me paneer paratha aur kashmiri pulao chole bethure k baad icecream kha kar hi so jayenge.