Hum raat ki

Hum raat ki
Hum raat ki tanhai me tumhe awaaz diya karte hai, Aur sitaaron se aapka zikar kiya karte hai, Tum aao ya na aao, fir bhi Hum khwabo me aapka intezaar kiya karte hai.
  

Feb, 01 2012     165 chars (2 sms)     977 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Mazaa to humne intezar me dekha hai,chahat ka asar pyar me dekha hai log dhundte hai mandir maszid me jise,us khuda ko humne aapke pyar me dekha hai...
Ajj Barish Me Tumare Sang Nahana Hy Sapna Ye Mera Kitna Suhana Hy Barish K Ktre Jo Tere Honton Pe Gire Un Katron Ko Apne Honton Se Uthana Hy
Mera Tujhse Kaisa Rishta Hai, Main Aksar Soachta Rehta Hoon, Aakhir Tum Meri Kaya Lagti Ho, Main Aksar Soachta Rehta Hoon …
Gujare the jo lamhe tere sath, talash unhe yeh nazar bar bar karti hai, gum nahi jo kismat ne juda kar diya, teri judai bhi to hamse pyar karti hai
Aankho Me Waade Hoton Pe Kasme; Bhuli Hume Sari Duniya Ki Rasme; Dil Bhi Dhadakta Hai Unke Liye, Kuch Bhi Raha Na Ab Apne Bas Me... .
Taras gaye tere didaar ko, dil phir bhi tere liye dua karta hai. Hum se acchha to tere ghar ka aaina hai, jo roj tujhe dekh to liya karta hai.
Mudat hui vo saks rulane nai aya.in jalti hue ankho ko hasane nai aya,kehta tha sath jiynge sath marngeruthe the1roz or aj tk manane nai aya
Usko Dil Ki Har Bat Sunana Chahu,Chhod Pau Use Na Apna banana Chahu,Mujko B Hai Yad Kuch Hasi Lamhe,Bhul Ke B Jinko Na Mai Bhulana Chahu.
Har Bar Unki Salamati Ki Dua Karnge Unki Arzu Me Apni Hasti Fana Karnge Wo Chahe Daman Bachale Humse Lekin Hum Marte DumTak Unse wafa karnge
Dekh kar tujhko yakeen hota hai,Koi itna bhi haseen hota hai,Dekh paate hain kahan ham tumko,Dil kahin, hosh kahin hota hai.
Muskurane ko dil me aas chaiye, Gum sunane ko dost khas chaiye. Jism hai, dil hai, dhadkan hai, Jine ko khushiyo ki sans chaiye.
Woh karte hai baat ishq ki, par ishq ke dard ka unhe ehsas nahi, ishq woh chand hai jo dikhta hai sab ko, par usse pana sab ke bas ka kaam nahi…