Haqiqat samjho ya

Haqiqat samjho ya
Haqiqat samjho ya afsana, Begani kaho ya diwani, Suno is dil ka fasana, Tum hi ho mere jine ka bahana.
  

Feb, 01 2012     102 chars (1 sms)     1395 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

KASH KHUDA NE HUME EK KITAAB BANAYA HOTA AUR USSE PADANE KE LIYE SIRF TUME BANAYA HOTA, AAP PADHTE-2 SO JATE, ISI BAHANE HUME GALE TO LAGAYA HOTA.
Pyar woh khel nai jisme jeet ya har ho, Pyar koi cheez nai jo har waqt tayar ho, Pyar woh hai jab intezar ho uska, Jiske na aneka aitbaar ho
Maali ko phool pasand hai, phulo ko bahar pasand hai, naa jane aapko kya pasand hai, sach kahe hume to "aap" pasand hai..
Jab tumhara dil udaas ho,Humari mulakato ko yaad kar lena,Jab sab saath chhod de tera,Humari baaho ko yaad kar lena..
Teri saadgi ki nahi koi inteha hai, yehi to meri dosti ki wajha hai mana k tujh main nahi koi khubi par jo tuz main h wo kisi or me nahi hai
Tum Bin Kahi Qarar Na AaeY To MaiN Kya KaroO .!! Har Pal Teri Yaad SataeY To MaiN Kya KaroO ..!! Surat MaiN Apni BhOOl GayE Tujh Ko Dekh Kar ..!! Her AaineY MeiN Tu Nazar Aaye To MaiN Kya KaroO ..!
Har waqt Hothon Par Aapke Hasi Ho, Har Pal Dil Me Aapke Khushi Ho Sitare Bhi Zami Par Akar Aapko Gher Len, Aisi CHAND ki Tarah Chamkati Aapki Zindagi Ho.
Tamanna hai khushion ki bahar mile aapko, jo dil chahe wo baar - baar mile aapko, sab aksar pa kar kho dete hain, magar kabhi na khone wala pyaar mile aapko.
Tanhai ka ye aalam hai ki roneka dil karta haiRo kar thak jaye to marne ko dil karta hai Mar bhi jaye kese aap k liye jine ko dil karta he
Tamna kuch bhi nahi hai,ek tere didar ke siva,jindagi adhuri hai,sanam tere pyar ke siva!!
Yu pani me patthar na maro Koi aur ise pita hoga.Zindagi jina to haas ke jiyo Kyu ki tumhe dekh kar koi aur jita hoga.
Kuch Uljhe Hue Sawalon Se Darta Hai Dil,Na Jane Kyon Tanhai Me Bikharta Hai Dil,Kisi Ko Pana Koi Badi Baat Nahi,Bas Kisi Ko Kho Dene Se Darta Hai Dil.