Jan He Zindagi

Jan He Zindagi
Jan He Zindagi Se Pyari,Jan K Liye Kar Doon Kurbaan Yaari,Jaan Ke Liye Chod Doon Duyina sari Ab Tumse Kya Chhupaana,TumHi Toh Ho Jaan Hamari.
  

Jan, 28 2012     141 chars (1 sms)     983 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Muskurate aap raho, khush hum ho jaynge,Manzil aap pao jeet ham jaynge,jiyo aap chahe kisi k bhi liye par,jarurat padi to aapke liye SAANSE hum chod jaynge.
Ankho me Aakar Ruk Jate Hai Ansu, Palko pe Aakar Ruk Jate Hai Ansu.Dil to Karta Hai Bah Jane Du, Magar Apko Hasta Dekh Sukh Jate Hai Ansu.
WO din din nahi,woh raat raat nahi,wo pal pal nahi,jis pal teri baat nahi,ki teri yadon se maut hame alag kar sake,maut ki bhi ye aukat nahi.
Tum Meri Soch Ho,Tume Koi Soche Q Tum Meri Chahat Ho,Tume Koi Chahe Q Tum Mera Aaina Ho,Tume Koi Dekhe Q Tum Meri Dua Ho,Tume Koi Mange Q...........
Hasrato se hum aapki rah saja denge, sapno ki daulat hum aap par luta denge,koi phul nahi aaj daman pe lekin,aapke aane par hum palke bicha denge.
Teri aawaz tere roop ki pehchan hai,tere dil ki dhadkan meri jaan hai,na sunu jis roz teri baatine,lagta hai us roz jism ye bejaan hai
Pyar ko chod kar koi b baat karo Ab mujhe pyar ki bat se dar lgta he Meri khatir kahi wo na badnam ho isliye unki mulakat se dar lgta h
Har baat kehkar samjayi nahi jati, har cheez zindagi main paayi nahi jati, yu to har waqt yaad karte hai aap ko, par yaadein kisi ko dikhayi nahi jaati
Sapno ki duniya me hum khote chale gaye.Hosh me the fir b madhosh hote gyeJane kya bat thi us ajnabi chehre meNa chahte b uske hote gye.
Ek Umar Ki Judai Mera Naseeb KarKe Wo Chala Gya Hai Baten Ajeeb KarKe Wfa Ko UsKe Main Kya Naam Doon Khud Door Ho Gya Mujh Ko Qareeb Krke
Hakikat me jina jb AADAT ban jati hai Khawabo ki dunia BERANG najar aati hai,Koi intjar krta h ZINDGI k lie,or kisi ki ZINDGI intzar ban jati hai
Pyar Ki Kali Sab Ke Liye Khilti Nahi,Chah Kar Bhi Har Ek Cheez Milti Nahi,Sacha Pyar Kismat Se Milta Hai,Par Har Ek Ko Aisi Kismat Milti Nahi.