Muskan k dayre

Muskan k dayre
Muskan k dayre me har pal khusi nhi hoti,ansu k dayre me harPal gam nhi hoti. Kuch riste aise hote hai duri kitne b badha jaye pyar kabi kam nhi hoti.
  

Jan, 28 2012     150 chars (1 sms)     1413 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

KAsh k koi majburi na hoti hum me aur un mein ye doori na hoti har pal paas rehne ki tamana hamari v hpar har tamana to puri v nahi hoti
Dil ne akhon se poochake tumne kisi aur ki mohabbat kiu churai thi.Akhon ne kha maine to unse nazar hi milayi thi,Mujhe kya pata tha vo chiz hi parai thi.
Agar Hum Kahe Aur Wo Muskura De, Unki Hasi K Liye Hum Zindgi Luta De, Har Ek Mod Ko Khusiyo Se Saja De, Chalo Zindgi Ko Mohabbt Bana De.!
Chaha to jindagi se bahut kuch, magar tujhe pane ki ek pyas si reh gayi, chah kar bhi tujhe pa na sake hum, bus ab teri meethi si yaad reh gayi.
Woh karte hai baat ishq ki, par ishq ke dard ka unhe ehsas nahi, ishq woh chand hai jo dikhta hai sab ko, par usse pana sab ke bas ka kaam nahi…
Pal beet jaega waqt gujar jayega bus yaadon bhara ye safar reh jayegana woh log honge na unki baatein yaad kerne ko bus woh lamha reh jayega…
Samne Ho Manzil to rasta na Modna, Jo man Me Ho wo Khwab kabhi na Todna, Har kadam Pe Milegi Kamyaabi Tumhe Bas Sitare chunne ke Liye Zamin na Chodna.
Takdir ne chaha Takdir ne bataya Takdir ne tumko humse milaya kushnasib the hum jab tumsa anmol shaks humari zindagi mein aya
Ye Kurb Ka Tufan Guzerta Q Nahi?Dil Toot Gaya Hai To Bikherta Q Nahi?Ek Hi Shaks Ko Chahta Hai Q ItnaKoi Dusra is DIL me utarta Kyu nahi
zindagi ko maut se badkar aur kya taufa chaiye agar marne k baad koi meri kabar par phul chada jaye to isse badi dua aur kya chaiye
Is Dilme qarar Agaya, Jab Mujse Milne Mera Yaar Agaya.Na rahi Tamanna aur Kuch Pane ki, Uske Honto pe Jab Izhar Aagaya..
Muddat se door the hum tum, ek zamane ke baad milna acha laga. sagar se gehra laga aapka pyar, tairna to aata tha par doobna acha laga....