Nigahe dar per

Nigahe dar per
Nigahe dar per lagi hai or hum udas baithe hai... Tere aane ki lekar aas baithe hai... Yuhi nahi teiz hue dil ki darkan aisa laga k aap paas baithe hai.......
  

Jan, 31 2012     158 chars (1 sms)     1219 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Na jane kab wo rishta ban gaya. Koi anjana jane kab apna ban gaya. Hame ehsaas bhi na hua aur. Koi jindagi ki zarurat ban gaya.
Nigahe dar per lagi hai or hum udas baithe hai... Tere aane ki lekar aas baithe hai... Yuhi nahi teiz hue dil ki darkan aisa laga k aap paas baithe hai.......
Jab rat koyaad unki ati hai Sitaron me unki tasvir nazar ati hai Khojti hai nigahe us pyare shaks koYaad me jiskisubah ho jati hai
Har waqt Hothon Par Aapke Hasi Ho, Har Pal Dil Me Aapke Khushi Ho Sitare Bhi Zami Par Akar Aapko Gher Len, Aisi CHAND ki Tarah Chamkati Aapki Zindagi Ho.
Zaruri To Nahi, Ke Batayain Labon Se Dastaan Apni Zabaan Ek Aur Bhi Hoti Hai Izhaar Ki
Har subah ki dhund kuch yaad dilati hai, har phool ki khusbu ek jaadoo jagati hai, chao ya na chao ,par kitna bhi, aaap ki yaad aa hi jaati hai.
Koi ankhon se baat kar leta hai, Koi ankhon mein mulakat kar leta hai, Bada mushkil hota hai jawab dena, Jab koi khamosh rehkar sawaal kar leta hai.
Teri yaado me jiyenge marengeTujhe apni palkon me chuppa lenge Uss chand se hume kya lena Humto is Dharti ke chand ko seene se laga lenge
Wada Kiya tha humne Nibhane k liye Dil diya tha dil pane k liye Unhone Mohabbat sikha di or kha Humne To mohabat ki thi tumhe aazmane k liye
Chupke chupke fariyaad kiya krte hai.Raat din apko yaad kiya krte hai.Ye hum nahi kahete gharwale khete hai Hum nind me v apka naam liya ka
Dua Me Meri Koi Chehra Rahta H, Yaado Par Meri Usi Ka Pahra Rahta H, Bhulau To Bhulau Kaise Mai Usko, Jo Mere Andar Mujhse B Gahra Rahta H..
Har taraf noor hai khusboo hai Teri ankhon mein kaisa jadoo hai Sari duniya hai meri jholi mein Aur duniya meri bas tu hai