Koi Gila Na

Koi Gila Na
Koi Gila Na Koi Shikwa Raha Aapse, Ye Aarzoo Hai Ek Silsila Bana Rahe Aapse, Bus Ek Umeed Hai Aapse, Khafa Na Hona Agar Hum Khafa Rahe Aapse!!!
  

Feb, 01 2012     143 chars (1 sms)     1273 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Ajab Baat Hai Wo Mujh Se Khafa Bi Raha Wo Doston Se Mera Haal Poochta Bi Raha Ajeeb Rang Mein Ki Us Ne Guftagu Mujh Se Labon Pe Chup Thi Nigahon Se Bolta Bi Raha
Apki yad to ek anmol phool hai" "Hum apko bhul jaye ye apki bhul hai" "Koi yad hume na kare gila nhe" "Hum apno ko nhe bhulte ye hmara usool hai".
Tu mera me teri ho jaotadap me teri mei mar jao, aisa bane pyar ka ye rista humara, tu mera jishm mei teri jaan ho jao.
Tadap k dekho kisi ki chahat me Tab pata chale k intzaar kya hota hai Agar yu hi mil jaye koyi bina tadpeTo kaise pata chale pyar kya hota hai
Tu mera hai,tera naam koi or n leIn bheegti ankho ka jaam koi or n leIs liye tera hath nhi chorte hmtu gir jaye to kahi thaam koi or n le.
Kya kahoon teri taareef mein, Har lavz adhura sa lagta hai, Ye alfaaj kya kahenge tarif teri, Tu khud ek tarif sa lagata hai !
Yeh baat galat hai ke hume aapse mohabbat nahi hai, haan yeh baat alag hai ke hume mohabbat jatane ki aadat nahi hai.
Wo chand jaise asman me chamakte rahe Hum rath bhar unki chamak me koye rahe Jante he kabi na pa sakenge unhe Phir dua me unhiko mangte rhete hai.
Kitna b chaho na bhl pao ge Hume Jitna dur jao nzdik pao ge Hume Mita skte ho to mita do yadain meri Mgar kya Dil se juda kar pao ge Hume
Bhool kar zaat tum ko yaad kiya.Baat be baat tum ko yaad kiya.Neend bhi rhoot gaye hum se.Hum ne jis raat tum ko yaad kiya
Khamoshi me jo sunoge wo awaz hamari hogi, zindagi bhar sath rahe wo wafa hamari hogi duniya ki har khushi 1 din tumhari hogi Q k inke piche "DUVA" hamari hogi-
Har subah aapki muskurati rahe, har sham aapki gungunati rahe, aap jise bhi mile, is tarha mile,har milnewale ko aapki yad aati rahe...