DIL KO KITNA

DIL KO KITNA
DIL KO KITNA SAMBHALA KI E DIL ABHI RUK JA WO ABHI YAHAA AAYENGE HAME KYA PATA THA KI WO AATE HI JANE KA BAHANA BANAYENGE
  

Feb, 01 2012     121 chars (1 sms)     1843 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

main uski dastaras mein hon, magar wo mujhe meri raza se maangta hai kya ahmiyat hai uski is dil mei kis qadar yeh dil usey chahta hai.
Jitna pyar paya hai tumse. Ussse aur zyada pane ko jee chahata hai. Jane who kaun se khoobi hai aap mein ki har rishta aapse banane ko jee chahata hai
Koi khwaish unki adhuri na rahe,chahe jise woh usse duri na rahe,khushiyon ke phool itne khile unke jiwan me,ke hamari yaad bhi unke liye zaruri na rahe.
Is raaz-e-mohabbat ko aam nahi kerna..Chahat k jaazbon ko badnaam nahi kerna..Tum jaan ho mere bas itna samjh lo.. mary in lafzoon ko nelaam nahi kerna.......
Tum Bin Agar Guzara Humara Hota, To Yu Na Aaj Tumko Pukara Hota, Humare DiL Me Sirf Tum Hi Tum Ho, Kash Tumhare DiL Pe Bhi Haq Humara Hota!
Keemti palon ko yun n bitana Haste rehna ro kar hume na rulana Hum yaad hai aapko itna hi kaafi hai Kabhi bhool bhi jao to hume na batana
Jis trha rago m khoon bhta he is trha teri chaht ka janun rhta he zindgi ki hr khusi mansub he tujse baat ho tujse to dl ko sukun milta he.
Andaz_E_dosti bhi aapki ek ada hai,jisko bhi aapne chaha wo aap pe fida hai,dil me basi hai ek pyarisi tasvir aapki,fir kaise kahe aap hamse juda hai .
Vo Humko pather aur khud ko phul keh kar muskuraya karte hai, Unhe kya pata pather to pather hi rehte hai phool hi murjhaya karte hai.
Kanto ko chubhna sikhaya nahi jata,Phoolo ko khilna sikhaya nahi jata,Koi ban jata hai khud hi apna,Kisi ko apna banaya nahi jata
KHUDA SE JAB BHI MILTE HAI, YAHI FARIYAAD KARTE HAI, KHUDA UNHE KHUS RAKHNA, JO HAME YAAD KARTE HAI.
do pul ruka khawaboon ka karwan aur pher chal diye tum kaha haum kahan do pul ke the ye diloon ke dastaan aur pher cha l dai tum kahan hum kahan