E kalam zara

E kalam zara
E kalam zara Ruk-Ruk ke chal.. " Gazab ka Mukam aaya hai... " Thodi der taher ja kyoki... " Teri Nok ke neeche mere "DILDAR" ka naam aaya hai..
  

Jan, 31 2012     143 chars (1 sms)     941 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

mera dil dhrakta hai SiRf TuMhArE LiYemera dil trapta haisIrF tUmHaRe lIyenajane me Q darta hoon ap se apne pyar ka izhaar KaRnE k LiYe
Chahne walo ko staya nhi krte Chahne walo ko bar-2 azmaya nhi krte Chahne wale hote h lamho ki tarah Jo guzar jaye to laut k aya nhi krte
Agar zindagi me judai na hoti ,to kabhi kisiki yad aayi na hoti, sath hi gujarte sare lamhe ,to shayad pyar me itni gehrai na hoti.
dosti hai naam sukh-dukh nibhane ka, dosti raaz sada muskurane ka, yeh koi pal bhar ki pehchaan nahi yeh saath hai umar bhar nibhane ka.......
Jiss ko kehte hai mohabbat hai khuda ki nehmat, Sab ki kismat me ye daulat ho zaruri to nahi, Chand chunn-ne ki tamanna to hum ko bhi hai, Magar door kaa chand haqiqat ho zaruri to nahi
Zindagi Itne Dard Deti Hai,Dil Me Fir b "UMMEED" Rehti Hai,Dil Kehta Hai Wo Nahi Yad Karte Honge,Par Wo Yaad Karte Honge "UMMEED"Kehti Hai.
Guzry hoy pal wapes nahi aaty.. Khushi ho jahan Wahan aansuo nahi aaty.. Apny Pyar ka aaser hai mari Jaan.. Jo app humain aor hum app ko BHOOL nahi paty........
Roz subah khudse ek wada karta huTuje is dilse bhulane ka irada karta hu Apni hi baat se mukar jata hu Jane kyu pyar itna jyada krta Hu
Dard Bola To Sunaayi Dega Tera Her Ashq Dikhayi Dega Ishq Tujhse Hai Kambakht Mujhe Ab To Brson Ki Judayi Dega Waqt Rukta Nahi Rahon Ke Bich
KITNA HASEEN PHIR SE NAZAARA BANA DIYA,JAISE KHUDA NE TUM KO DOOBAARA BANA DIYA,AAYEA THA IMTIHAAN ME MAZMOON HUSN PAR,HUM NE PAPER PAR CHEHRA TUMHAARA BANA DIYA
Apke aane se zindagi kitni khubsoorat hai, dil main apki hi surat hai.. dur jaana nahi humse.. hume har kadam pe aapki zarurat hai!
Kyu dil mai koi arman nahi duniya itni viran nahi har taraf ujale hai phir bhi tere sath koi saya hi nahi koi bhi tera ho sakta hai kabhi tune apnayahi nahi