Mohabat me hum

Mohabat me hum
Mohabat me hum ne unko khuda mana. hame hosh tab aaya jab unhone kaha ki khuda kisi ek ka nahi hota.
  

Oct, 18 2013     100 chars (1 sms)     2223 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Anko Me Saji Hai Tasvir Mitau Kese Usko Bhulau Kese Khuli Anko Se Dekhu Uske Sapne Apni Anko Me Kisi Or Ko Sajau Kese..
shayri kya hai ek baat jo kehte kehte chupa li jaye ek yaad jo sine se laga li jaye jante ho shayri kuch u hoti hai ki ek aah chand lafjo me chupa li jaye
Bite pal vapas la nahi sakte, sukhe ful vapas khila nahi sakte, kabhi kabhi lagta hai ap hame bhul gaye, par dil kehta hai ap hme bhula nahi sakte.
Raat guzri phir mehekti subah aai, Aankhen khuli phir aapki yaad aai, Humne mehsoos kiya us hawa ko, Jo aapko choo kar hamare paas aai…
Jo kabhi badle nahi use insan kehte he, jo kabhi pura na ho use arman kehte he,zindagi bhale hi khali reh jaye,jo dil me bas jaye use JAAN kahete he.
Akela sa mehsoos karo jab tanhaai mai, yaad meri aye jab judaai mai, mehsoos kar lena tumhare hi pas hoon main, jab chahe dekh lene apni parchaai mai…
Juda rehkar bhi woh satane se baaz nahi ate, Dur rehkar bhi wo dil jalane se baaz nahi ate, Hum to bhulna chate he unko, Magar wo khwabo me ane se baaz nai aate
Zindagi rahe na rahe dosti rahegi. Pass raho na raho yaden rahegi apani zindagi mein hamesha rehana kyunki teri hasi me muskan rehegi .
Woh hamse ruswa hain ki hum gairon ko dekh kar muskurate hain par woh kya jaane hamein har chehre mein woh nazar aate hai..
Lamha-Lamha Aapke Hothon Par MusKaan Rahe; Har Gum se Aap Anjaan Rahe; Jiske sath Mahek Uthe Aapki Zindagi; Hamesha ApKe Paas Wahi Insaan-Rahe.
Samjhado apni yaado ko bin bulaye aaya karti he, aap dur rehkar staate ho, magar vo paas aaker rulaya karti he.
Log Pyar Ko Khuda Kehte HePar Koi Kare To Gunah Kehte HeKahawat He"Pathar Dil Roya Nahi Karte"To phir Pahado Se Hi Jharne Q Behte hai ??