Har baat batane

Har baat batane
Har baat batane ke liye nahi hoti, zindagi hamesha paane ke liye nahi hoti. Yaad aksar aati hai aapki, par har yaad jatane ke liye nahi hoti.:-
  

Jan, 31 2012     143 chars (1 sms)     1839 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Kya Wajah Hai Mere Drne Ki,Ab To Khwaish Hai Unki Yad Me Marne Ki,Unhe Q Itna Yaad Karta Hai Dil,Jinhe Fursat Hi Nhi Hume Yaad Krne Ki.
Zindagi mein sada muskurate raho Muskurana zindagi ki jarurat hai Zindagi jiyo is andaz mein ke tumhe dekhkar lage zindagi kitni khoobsurat hai !
Hatho me hai lakire hazar,kisi me gum kisi me khusiyo ki bahar,na jane wo kaun si lakir hai,jisme khuda ne likh diya apka pyar
Samajh Jate Thay Hum Unke Dil Ki Baat Ko Wo Hame Har Bar Dhokha Dete thay Lekin Hum B Majbur the Dil K Hatho Jo Unhe bar-bar Mauka Dete thay.
Dekh ka tume kuch kuch hota hai Aab tum ko hi yeh dil chahata hai AAKHEN mai bhi SIRF TUM hare SAPNE,Lagtahe HUMa AASHIQUE BANAYA AAPNE!!
Wo Zndgi Hi Kya Jis Me Mohabt Nhi Wo Mohbt Hi Kya jis Me Yad Nhi Wo Yad Hi Kya Jis Me Tum Nhi Wo Tum Hi Kya Jis K Sath Hm Nhi.
Yeh dua hai tumhari zindagi sawar jaye, har nazar me bus pyar nazar aye, tumhe jiski talash hai Dost, khuda kare wo khud tumhari talash me aye....:
YE Teri Bhi Aakho Ka Kasur Hai,MAIN Tanha Gunehgaar To Nahi;HAR Taraf Chaya Tera Suroor HAI MERE Dil Par Mera Ikhtiyaar To Nahi.
Rangat teri zulfo ki ghatao ne churai,Khusboo tere anchal se hawao ne udai.Paimane ka dil na tut jaye to kahu me,Hai cheez gazab ki jo nigaho ne pilai
Mojudgi Zaruri Nahi Zaruri Ehsas H Hum kahi Dur Nhi Aapke Aas pas h Dekhiye to Zara Man ki Ankho se Hum har kadam par apke Sath Hai
Ye hakikat he kahi khawab to nhi hume koi yad kare aisi koi bat to nahM ifir b na jane kyu ahsas huajese kisi ne yad kiyakahi wo aap to nhi.
Har nami me kuch kami to rahegi,Ankhe thodi shabnami to rahegi,Zindagi ko aap kitna bhi. saawariye,Bin HAMARE koi na koi KAMI to rahegi.