Mat Cheen Apna

Mat Cheen Apna
Mat Cheen Apna Naam Mere Lab Se Is Tarah Is Be Naam Zindagi Mein Tera Naam Hi To Hai
  

Jan, 31 2012     84 chars (1 sms)     947 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Bundo Se Moti Mang Lenge Chand Se Chandni Mang lenge Agar Teri Mohabbat Naseeb Hui, To Teri Mohabbat ki Khatir Khuda Se Ek Aur Zindagi Mang lenGe.
Is Sham Ki Tanhai Se Is Dard Ki Gahrai Se Ye Dil Kuch Bat Kar Raha Hai Zara Samjho In Fizaon Ki Chubhan Ko Tumhain Koi Yaad kar raha hai
Kadam yoon hi dagmaga gaye raste se, varna sambhalnahum bhi jante they Thokar bhi lagi to uss pathar se jise hum apna khuda mante they
Aa k meri kabr pe tune jo muskura diya, bijliyan chamak uthi sara badan jala diya. Jeete je na poocha haale dil kabi, ab aye ho poochne jab khaak me mila diya ?
Hasrat To Thi Teri Aankh Ka Aansu Ban Jaon Par Tu Roye Yeh Hum Ko Gawara Nahi.!!
Meri chahat tumse alag kab hai,dil ki baatein tumse chupi kab hai,tum saath raho dil me dhadkan ki jagah,phir zindagi ko saanson ki jarurat kab hai.
Hum Tadapte hain unki Yaad mein, DiL rota hai unki Fariyad mein, Ae Khuda dikha de ek baar Surat unki, Kahin Dum na nikal jaye unke INTEZAR mein
Daag ansuon se dhoye hain, Jab bhi tanha huye hain roye hain, Dil mein kyon na aaye yaad teri, Dil mein tere hi khawab boye hain
zindgi kabhi aapko hasati hogi kabhi aapko rulati hogi yaad karta hai koi aapko har pal is raftar bhari zindgi meek hichaki to aapko roj aati hi hogi
Tajmahal ko pyar ki imarat aur chand ko pyar ki ibadat kehte hai. Hamara chand to aapsa pyara hai.Jiske dilke tajmahal me hum rehte hAI
HUM DARD BHARE IS SAGAR MAIN, TINKE KI TARAH BEH JAYENGE, BEHTE HAMEIN WOH DEKHNGE, JO LOG YAHAN REH JAYENGE.....
chalo mohsin mohabat ki nae bunyad rakhte hain. ke khud paband rehty hain,usy azad rakhtay hain.hamary khoon main RAB ne ,yahi tasir rakhi hai.burai bhool jate hain achi yad rakhte hain.mohabat main kahin hum se gustakhi na ho jae.hum apna qadam us k qadam ke bad rakhte hain.