Dil-e-Aarzoo ne

Dil-e-Aarzoo ne
Dil-e-Aarzoo ne Dewana bana diyaRoye the na kbhi pr tune Rula dyatujhe meri yaad na ayi bhule se kbhi hmne teri yaad me zmana bhula diya
  

Jan, 28 2012     136 chars (1 sms)     1003 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Tarano me khoya hai jahan sara, lagta hai pyara ek ek tara. Un taron me subse pyara hai ek sitara jo is wakt pad raha hai sms hamara..
binti karte hai aapse, kabhi na kho jana sanam, saath chalenge yehan, hamari hai kasam yeh pyar hai samaj na lena sanam.. phir bhi ikrar karte hai...aapki kasam
Intezaar rehta har shaam tera, raatein katati hain le-le kar naam tera... Muddat se baithe hain yeh aas paale, Ki aaj aayega koi paigaam tera....
Pyar me maut se darta kaun hai.pyar to ho jata hai karta kaun hai.aap jese yar pe duniya qurban hai aur aap kahete ho humpe marta kaun hai
Har phool ki ajab kahani hai, chup rehna bhi pyar ki nishani hai, kahin koi zakhm nai phir bhi kyun dard ka ehsas hai, lagta hai dil ka ek tukda aaj bhi uske paas hai.
Vo manzil ko mushkil samjte hai,hum unko manzil samajte hai,bada fark hai unke or hamare nazariye me,vo hume sapna or hum unko apna samajte hai.....
Ateet Apne Aap Ko Kyun Dohrata Hai Milkar Koi Phir Kyun Kho Jata Hai Zindagi Bhar Saath Rehne Ka Vada Kyun Kiya Jab Tumhe Sirf Bichhadna Hi Aata Hai
Rulana har kisi ko ata hai,Hasana kisi-2 ko ata hai,Rula k jo mana le wo sachha yaar hai Aur jo rula k khudh bhi aansu bahaye wo tumhara pyar hai..
teri tasvir ko hum sja baithe apne mann mein ik hasrat jga baithe kitnei aieno ne nazar utari hogi yehi soch kar dil lga baithe
Chahte he jo hadse zyada kisi ko wohi to sbse jyada tkrar krte he karo n fikr agr wo naraj ho gya naraj hote he wahi jo scha pyr krte he
Pani Se Tasvir Kaha Banti Hai Khwabo Se Takdir Kaha Banti Hai Kisi Ko Chaho To Sacche Dilse Kyuki Ye Zindagi Fir Kaha Milti Hai...
Kashti Behati He Kinre Ki Talash Me, Log Milte Hai Pyaar Ki Aas Me, Hum Roz Milte Nahi Aapse, Magar Kuch Waqt Zarur Bitate He Aapki Yad Me