Ishq se mili

Ishq se mili
Ishq se mili hain jo tanhayian hume,kaise unka dard bayaan karenge,Ek se hi Mohabbat itni karli humne,ab auron se Mohabbat kya karenge.
  

Jan, 31 2012     135 chars (1 sms)     948 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Kusbu Apki Dosti Ki Hme Mehka Jati He Apki Hr Baat Hme Behka Jati He Saas To Bahot Der Leti He Aane Me Hr Saas Se Pahle Apki Yad Aa Jati He
Chot lagi dil par aur bikhar gaye hum,haath mein aaya jaam aur pee gaye hum,yaad aaya unka har wo toda vaada,aur unki har yaad mein fanaa ho gaye hum'.
Aaj se sabhi raah aasaan ho gaye,Do jism aab to ek jaan ho gaye,Jabse woh is dil ke mehman ho gaye,Is dil ke poore sare armaan ho gaye...
Aasmaan aaj phir se roya hai, Naakaam Aashiqon ke haar mein ek aur moti piroya hai, Koi to bataaye kahan mera mehboob khoya hai, mohabbat ki kabr mein mera yeh pyaar soya hai.
Har Subah Teri Dunia Me Rosni Kar De Rab Tere Gam Ko Teri Khusi Kar de Jab Kabi Dubne Lage Teri Sanse Khuda Tuj Me Samil Meri Zindgi Kar De.
Humne to umar gujar di tanhai me Seh liye sitam unki judai me Ab to yahi fariyad karte hein din raat Koi aur na tadpe unki bewafai me.
khusi ko dhundne se gam milte hai ye gam zindgi me hardam milte hai, jo dil ke sare dard baat le, aise payre LOG zindgi me kam milte hai .
AShq bahe to ehsas hota he dosti k bina jiwan kitna udas hota he umar ho apki sitaron jitni lambi aisa pyara dost kahan har kisi k paas hotahe.
Doorian bahut hai par itna samajh lo paas rah kar bhi koi rishta khaas nahi hota, aap dil ke kareeb itne hai ki doorio ka ahsaas nahi hota
Khushiyo ka ek Sansar leke ayenge, patjhad me bhi bahar leke ayenge, jab bhi pukaronge aap pyar se, jindagi se sanse udhar leke ayenge...
Muddat se door the hum tum, ek zamane ke baad milna acha laga. sagar se gehra laga aapka pyar, tairna to aata tha par doobna acha laga....
Har Kadam Hotho Par Aapki Hasi Ho, Har Pal Dil Me Aapki Khushi Ho Sitare Bhi Zami Par Akar Aapko Gher Le, Aisi CHAND ki Tarah Chamkati Aapki Zindagi Ho.