Teri hr ada

Teri hr ada
Teri hr ada mohbbat si lagti he1 pal ki bi judai muddat si lgti hePehle nhi socha tha ab sochne lge he Jindgi me hr pal teri jarurat silgti he
  

Jan, 28 2012     142 chars (1 sms)     1269 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

KABHI Hamari Yaad Aati To Hogi,UTAR Aate Honge Ankho Mein Wo Khwab Jo Sajaye The Saath,KABHI Muskurate Labo par Hame Kho Dene ki Fariyad Aati To Hogi!!
Tumhari ankhon me jo nami si chai hai, Ye mere door hone ki gawahi hai, Yaad itna na kiya kar mujhe, Hichki le le ke meri jan pe ban aai hai
Kitna Bebas He Insan Kismat K Aage Har Sapna Tut JataHe Haqikat K Aage Jisne Kabi Zukna Na Sikha Duniya Me Wo Bhi Zuk JataHe Chahat K Aage.
Tum milo na milo milne ka gam nahi, Tum pas se nikal jao milne se kam nahi, Mana ke tumhe humari kadar nahi, Magar unse pooch jinhe hum hassil nahi….
Shikaayat hai unhe, ki hame mohabbat karna nahi aata.... Shikve to iss dil ko bhi hai, par ise shikaayat karna nahi aata.
Milna itefaq tha bichadna nasib tha,wo itne dur ho gaye jitne karib the,hum unko dekhne ko taraste hi reh gaye,jis shakhs ki hatheli pe hamara nasib tha..
Khayalon me ata he jab uska chehrato labon pe aksar fariyad ati he,hm bhol jate he uske sare sitamjab uski thodi si mohobbat yaad ata h.
Dikhaai detaa agar jahaanmein .. kyon dhoondte usko aasmaan mein kitaab tumne nayi uttha li rukey thhe hum kal ki daastaan mein
Tumhari yaadon ko rok pana hai mushkil, rote huae dil ko manana hai mushkil, yeh dil aapko kitna yaad karta hai, ye labzo se bayan karna he namunkin...
Har raat ek dhun gungunati haiHar ful se mahak jarur aati hai Apke maan mein khayal tak naho Par hame har waqkt aap ki yaad aati hai.
mhoohabat ke izhaar ko jootha na samajhiye ger chod jaaye koi to use dhokha na samajhiye
Vaadiyon me dhundh le badal, chhupkar parbat ka intezaar karte hain. Dil me tamaam hasartein liye, hum aapka intezaar krte hai...