Socha Na Tha

Socha Na Tha
Socha Na Tha Dilko Kuch Ho Jayega Sambhala Jise Ab Tak Wo Kho Jayega Is Tarah Se Zindagi Me Aaoge Tum Madhosh Ho Ke Dil Tuzme Hi Kho Jayega.
  

Jan, 28 2012     140 chars (1 sms)     1530 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Tahzeeb e ishq yeh hai ki woh hum par karein sitam, aur un se kahein ki ye karam hain sitam nahin.
Aaj ujalon me ek kami si rahne de Ankhon me ek katra nami si rahne de reh na jaye mahobbat adhuri meri intezaar hai intzeaar hi rehne de
Raat guzri phir mehekti subah aai, Aankhen khuli phir aapki yaad aai, Humne mehsoos kiya us hawa ko, Jo aapko choo kar hamare paas aai…
Dosti me imteha liya nahi karte,kisi ka Intezar karwya nahi karte.Aisi B kya khata hui hmse,Roz yaad karne waale ab 1 bar B yaad kiya nahi Karte.
Chand ke leye sitare ek hai sitaron ke leye chand ek hai aap ke leye Chahne wale hazaar honge hamare leye aap ek hain.
Socha tha isbar unko bhul jayenge, Dekhkar bhi unko undeha kar jayenge, par jab jab samne aya chehra unka, socha isbar dekh le , agli bar bhul jayenge..
YE Teri Bhi Aakho Ka Kasur Hai,MAIN Tanha Gunehgaar To Nahi;HAR Taraf Chaya Tera Suroor HAI MERE Dil Par Mera Ikhtiyaar To Nahi.
AAKHE Bhi Meri PALKO Se Sawal Karti He,Har Waqt AAP Hi Ko YAAD Karti He,Jab Tak Na Dekhe AAP Ka Chehra,Tab Tak Wo AAP Ke AANE Ka INTEZAR Karti Hai
Ansu Tumhari Ankho Se Le Jayenge Hm Sapne Sunehre Tume De Jayenge Hm Zarurat Ho Hamari To Awaz Na Dena?Bus Mud K Dekhna Saye Me Nazar Aajyenge Hum.
Hum Paas rahe ya Door Par Dil se Dil ke awaz mila sakte he Na khat na Lafz ke motaz he hum aur apke dil ko ek Hichaki se hila sakte he.
Hame ab nind ki talab nhi rahi,Ab rato ko jagna acha lagta hai.Muje nahi malum ki wo meri kismat hai k nahi,magar use khuda se magna achcha lagta hai..
Chot lagi dil par aur bikhar gaye hum,haath mein aaya jaam aur pee gaye hum,yaad aaya unka har wo toda vaada,aur unki har yaad mein fanaa ho gaye hum'.