dosti hai naam

dosti hai naam
dosti hai naam sukh-dukh nibhane ka, dosti raaz sada muskurane ka, yeh koi pal bhar ki pehchaan nahi yeh saath hai umar bhar nibhane ka.......
  

Jan, 31 2012     142 chars (1 sms)     913 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

TAMANNA HAI AAP KO DOOR SE DEKHNE KI PASS JANA BHI NAHI CHAHTE HUM UMEED BHI NAHI KAR SAKTE AAP KO PANE KI PAR KHONA BHI NAHI CHAHTE HUM
Bemausam Barsat Aaj Mujhse Kuch Keh Gayi,In Baaho Me Aaj Phir Uski Kami Reh Gayi,Ek Pal Ke Liye Use Gale Lagaya Mene,Aur Phir Uski Yaad Aansu Bankar Beh Gayi.
"Hawao K Chalne Se Patte Sarsarate He,Khamosh Sannate B Kuch Keh Jate He,Hum Pyar Karte Nahi Har Kisi Se, aurJis Se B Karte He, Dil Me Utar Jate He.
Ai meri zindagi yu mujhse daga na kar, Use bhul kar zinda rahu ye dua na kar, Koi dekhta hai use to hoti hai taqleef, Ai hawa tu bhi use chua na kar.
Kitne sunder ho tum, chand sa mukhda hai tumhara. Log kehte hain chand ka tukda ho tum, main kehta hoon chand tukda hai tumhara!!
Kisiko Apna Bnane Me Der Nahi Lagti Ek Vada Nibane Me Der Nahin Lagti Pyar To Pal Bhar Me Ho Jata Hai Mgar Use Bhulne Me Umar Lagti hai
Meine ravan bhej diya hai ab aap apne mobile mein patakhe laga ke aag laga dena. "happy dushera.
Sitaron ki jannat se churaya hai aapko,dil se apna Dost banaya hai aap ko,Is dil ko tutne na dena,kyown ki is dil ki koone Koone me chupaya hai aapko.
Dil k kehne pe dil ki duniya chhod aaye,Sabhi rishte nato se muh mod aaye.Humse na mangna hisab wafai ka-e-yaro,Unki chahat me n jane kitno k dil tod aye.
Dil se Dil ke beech koshish se pool banaya na jaye Pyar ko jod-tod ki koshishon se ubhara na karo,Shabnami hawa hai, Diwanon ki basti hai,yeh Pyar hota hai khamosh, yeh shor dobara na karo.
Akela sa mehsoos karo jab tanhaai mai, yaad meri aye jab judaai mai, mehsoos kar lena tumhare hi pas hoon main, jab chahe dekh lene apni parchaai mai…
Pyar karna kisi key bas mein nahi hota.. Yeh tu khail hai naseeb ka kisi ko kisi ka ehsas nahi hota.....