Jo tune diya use har pal yaad karenge, Har pal tere milne ki Faryaad karenge . Chale aana jab kabhi khayal aaye MERA, Hum roz khuda se pehle tujhe yaad karenge.
Pyar chhuipta nahi ankhe jhukane se pyar rukta nhi kisi k samjane se ruk jati h dhadkan tuje bhul jane se hmari to jindagi chalti hai teri yad aane se.
Guzrta he meri hr SAAS se tera nam aj B Dhalti he tere intezar me meri hr SHAM aj B Tujko mujse ruthe 1 Zamana ho gya Pr hoti he TERE NAAM se meri PEHCHAN aj b
Chale gaye the door ek pal ke liye,magar aapke dil ke kareeb the har pal ke liye,kaise bhulenge aapko ek pal ke liye, jab kho chuke khud ko har pal ke liye.