KITNA HASEEN PHIR

KITNA HASEEN PHIR
KITNA HASEEN PHIR SE NAZAARA BANA DIYA,JAISE KHUDA NE TUM KO DOOBAARA BANA DIYA,AAYEA THA IMTIHAAN ME MAZMOON HUSN PAR,HUM NE PAPER PAR CHEHRA TUMHAARA BANA DIYA
  

Jan, 28 2012     161 chars (2 sms)     1082 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Har Waqt Muskurana Fitrat Hai Hamari, Aap Yuhin Khush Rahe Hasrat Hai Hamari, Aap Ko Hum Yaad Aaye Na Aaye, Aapko Yad Karna Aadat Hai Hamari
Kabhi sapne chur ho jate hai..Halat se dost bhi door ho jate hai..Par ye yade har pal itna satati hai ki.. Apko sms karne ko hum majbur ho jate hai..
Aaj Phir Pal khubsurat Hai,Dil Me Bas Teri Hi Surat Hai,Kuch B Kahe Duniya Hume Koi Gum Nahi,Duniya Se Zada Muje teri zarurat hai...
Kabhi-Kabhi Dil udass hota Hai,Halka sa aankho ko ahsas hota Hai,Chalakte hai mere aankh se aansu Jab aapke dur hone ka ehsaas hota Hai
Dosti ke naye fasane ho gaye,Naye mile to hum purane ho gaye,Kal tak jo marte the hum par,Aaj vo kisi aur ke diwane ho gaye.
Kuch fasle sirf ankho se hote hai,dil ke fasle to bato me hote ha iHum lakh koshish kare bhulane ki,par kuch rishte sanso se hote hai.
Tadap uthoge jab hum yaad aayenge,Dhoondoge hume jab hum durr chale jaayenge.Hamari yaadon ke nishan dil me paaoge,Jab tumhari dhadkano me chhup kar hum muskurayenge
Mera dil dhadakta hai sirf tere liye, mera dil tadapta hai sirf tere liye, naa jane mein kyun darta hoon aapse, apne pyaar ka izhar karne ke liye.
Zikar Jab bhi Aap Apno ka kia karo Naam Humara bhi unme Liya karo Tarif Nahi to Burai Hi Sahi Pa rApne Alfazo me Jagah Hume b Diya karo
KiSiKo PALKO Me Na Basao PALKO Me Sirf SAPNE Baste H Agar Bsana H to"DIL"me Basao Qki"DIL"me Sirf APNE Baste H. J
Zaruri nahi k jeene ka sahara ho,jise chaho wo hamara ho,dub jaye kashti hamari hame gam nahi,bas tamanna he ke dubne tak sath tumhara ho
Dur rehkar karib rehneki adat hai, yad bankar ankhose behneki adat hai, karib na hote hue bhi karib paoge, mujhe ehsas bankar rehne ki adat hai