Itni shiddat se

Itni shiddat se
Itni shiddat se maine tumhe paane ki koshish ki hai,ki har zarre ne mujhe tumse milaane ki saazish ki hai,MAine kAbhi Apni chAAhAt ki nuMAAish nAhi ki,FiR bhi hAR shAks ne RAb se MeRi siFAARish ki hAi...
  

Jan, 31 2012     203 chars (2 sms)     28369 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Maaza ata hai tumhe saatane me.Ruthe na koi,maza kya manane me.Ek tumhi se khushi hai zara si.Warna kya hai bedard zamane mein.
Tamna kuch bhi nahi hai,ek tere didar ke siva,jindagi adhuri hai,sanam tere pyar ke siva!!
Yado ke sahare duniya nahi chaltiBina miley kabhi mehfil nahi bantiEk bar dil se pukaro to yaar apki chahat k bina yeh dhadkan bhi nahi chalti
mujhe mai khusbu basi usi ki hai jaise ye zindagi usi ki hai wo kahin aas pass hai mojud hoo-ba-hoo yeh hansi usi ki hai
MAIN ITNA QAREEB AANAA CHAHTA HOON TERE ROOH MAIN SAMAANA CHAHTA HOON TAMAAM FASLAY HON JAHAN KHATEM US SAY AAGAY JANA CHAHTA HOON
Chup rehete hai ki koi khafa na ho jaye,Humse koi ruswa na ho jayeBadi mushkil se koi apna bana hai.Milne se pehle hi juda na ho jaye.
Tootkar chaaha jisey woh lautkar aaya NAHI uske siwa koi bhaaya nahi Pyar ke saude mein hum barabbar rahe Usne kuchh khoya nahi,maine kuchh paaya nahi
Dilke rishte ka koi naam nahi hota.Mana ki iska kuch anjam nahi hota Agar nibhane ki chahat ho dono taraf tamam umar koi rishta naakam nahi Hota.
AGAR Rakh Pao To Ek Nishani Hum Hai, Aur Kho Jaye To Sirf Ek Kahani Hum hai,JISE Rok Paye Na Ye Saari Duniya,BEHETE Dariye Ka Pani Hum Hai!
Gulab ka ful hai tu. Dil me sirf basa hai tu. ab kya kahu meri jan. Meri rag rag basa hai tu.
Har Ghadi Tumara Hi Intzar Krta Hu Kabi Juda Na HoYehi Fariyad Krta Hu Main Mar K-B Tera Sath Na Choduga Aey Jan Tumse Bahut Pyar Krta Hu
Aaj har ek pal KHOOBSURAT hai.., DIL me mere sirf teri surat hai, kuch bhi kahe ye duniya gham nahi, duniya se jyada mujhe teri zarurat hai