Zamane me koi

Zamane me koi
Zamane me koi na sahara nazar aaya Bus tu hi ek hamara nazar aaya Tere pyar me is kadar behte rahe Na tufan nazar aaya na kinara nazar aaya
  

Jan, 28 2012     139 chars (1 sms)     1100 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Dil jalkar mera muskurate hai wo, apni adat se kab baaz aate hai wo , puch lete hai har raaz mujse mera apni har baat mujhse chupate hai wo.
Zamin ki mitti bhi dekh na pau,mujhe aasma mein itne sitare na do,zamin par pair rakhkar akele chal na pau, mujhe kadam kadam par itna sahara na do…
Mohabbat se hamain kya umeed hoti hai, Mohabbat to beumeed hoti hai, Chahate hai jine hum jaan se bhi zyada, Bewafai unhi se to naseeb hoti hai.....
Sooni zindagi me halchal mehsoos hui bejan dil me dharkan mehsos hui janey kion aaj aisa laga shayad tumhari kami mehsoos hui kya aap ko bahi mehsos hui
Yaado ko teri humne khone na diya, gumo ne bhi chup hone na diya. aankhe to aaj bhi bhar aayi teri yaad me, par teri di hui kasam ne hume rone na diya.!
Teri duniya se bohot dur chale jayenge,Teri hasti aankhon mein aansu chood jayenge,Aaj tum humse tang ho,Par ek din aap humse tang hone ko taras jayenge.
Wo Zndgi Hi Kya Jis Me Mohabt Nhi Wo Mohbt Hi Kya jis Me Yad Nhi Wo Yad Hi Kya Jis Me Tum Nhi Wo Tum Hi Kya Jis K Sath Hm Nhi.
Thak gaye hum unka Intzaar karte karte. Roye Hazaar baar khudse takraar karte karte. Do lafz unki zuba se na nikle aur Tut gaye hum ektarfa pyar karte karte...
Sirf Gulab Mohabat ka Paigam nhi Hota Chand-Chandni ka Pyar SareAam nhi Hota Pyar Hota hai Mann ki Nirmal Bhawna se vrna Yuhi RADHAKRISHNA ka Naam nahi hota
tujhe agar mile kabhi fursate,mere shaam fir se sanwar de..agar qatl karna hai to qatl kar,yu judaiyo ki sazaa na de.
Rukwa Dena Mera Janaza Galib Jab Unka Ghar Aye SHAYAD Wo Jhak Le Khidki Se Aur Mera Dil Dhadak Jaye
Kabhi to sab Jane pahchane Lagte He,Kabhi to apne bhi begane Lagte HeWo chhod Gaye to Ehsaas Hua,Kabhi kisiko samjhne me zamane Lagte He.