Jab koi khayal

Jab koi khayal
Jab koi khayal dilse takarata hai, dil na chahkar bhi khamosh reh jata hai, koi sab kuch kehkar pyar jatata hai, toh koi kuch na kehker bhi pyar nibhata hai
  

Jan, 31 2012     156 chars (1 sms)     1061 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Zaruri nahi k jeene ka sahara ho,jise chaho wo hamara ho,dub jaye kashti hamari hame gam nahi,bas tamanna he ke dubne tak sath tumhara ho
Who mil jate hai kahani bankar Dil me bas jate hai nishani bankar jinhe hum rakhte hai apni aakho me kyu nikal jate hai wo pani ban kar?
Dete hai kyu wo dard bas hami ko kya smjhenge wo in ankho ki nami ko lakho diwane ho jis chand kewo kya mehsus karege ek tare ki kami ko
Tum dil ko bekrar kyo nahi karte, Meri mohabbat par atbar kyo nahi karte, Jee nahi sakta hoke juda tumse, Lekin tum to mohabbat ka izhaar nahi karte.
Ab na raha kisi se chahat mohabbat ki,aur na hi raha kisise jarurat mohabbt ki,shayd jitna tha nasib me hme mil gya,ab na rha kisi s sikayat mohabbt ki
Har rasta ek safar chahta hai.Har musafir 1 humsafar chahta hai.Jese chahti he chandni chand ko.Koi hai jo apko iskadar chahta hai!.
Dekh kar tujhko yakeen hota hai,Koi itna bhi haseen hota hai,Dekh paate hain kahan ham tumko,Dil kahin, hosh kahin hota hai.
Mera dil dhadakta hai sirf tere liye, mera dil tadapta hai sirf tere liye, naa jane mein kyun darta hoon aapse, apne pyaar ka izhar karne ke liye.
Muhabbat ke paath saare humne bhi padhe hai, Aajmaayein kaise ye koi to bataaye Manaane ko hum dil-o-jaan lutaa denge sataane ka haq koi to jataaye..
Mohabbat Aur Mout Dono hi bin bulaye Mehman hai. Kab Aa jaye koi nahi janta,Dono ka Ek hi kam he Ek DIL Le jatihe To Dusri DHADKAN Le jatihe
BHOLE BANKAR HAAL PUCHO, BEHTE HAI ASHQ TO BAHNE DO JISSE BADE BAICHENI DIL KI, AISI TASALLI REHNE DO.
Kaun rakhta hai yaad namo ko Log chehre tak bhul jate hai Tum samandar ki baat karte ho Log aankho me dub jate hai