Baat baat pe

Baat baat pe
Baat baat pe jo yun rooth jate hain, hath unse anjane me choot jate hain! koi unse kahy k bara nazuk hai pyar ka rishta, hanste hanste bhi dil toot jate hain.!!
  

Dec, 01 2012     161 chars (2 sms)     1551 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Wo Apni Qaid Se Mujhe azad nhi Krta mgar Me B azad Hone Ki Fariyd Nhi krta Kabi Kabi Wo itna Yad Ata H Ki Me Zid Me Aakr Use Yad B Nhi Krta.
Ada Unki Thi Pagal Hum Bane.Wafa Who Na Kar Sake Bewafa Hum Bane.Yu To Hazaro Ki Bheed Thi.Shukriya Unka Jo, Unki Nazro Ka Nishana Hum bane.
Mein usse chahta hu itna. Jo kisi aur ki chahat hai. Mein janta hu wo kabhi meri na ban paigi. Wo kisi aur ki amanat hai. Phir bhi usse chahta hu.
Unhe Lagta hai ki hum har chere ko dekhte hai unhe lagta hai ki hum har chehre ko dekhte hai Par unhe kya maloom hum har chehre mai unhe dekhte hai.
Hme ab nind ki talab nhi rahi Ab rato ko jagna acha lgta h Muje nhi malum ki wo meri qismat he k nhi magar use khuda se mangna achcha lgta h
Dil ki batein aakhon se kahi jati hai,Bol dhadkan se sune jate hai,Aap toh nadan hai jo saaf sunna chahte hai,ishq ke jazbat toh sirf mehsoos kiye jate hai.
Zindagi Me Ithna Bhi Dur Nahi Jana, Ki Hum Kabhi Aapse Mil Na Paye. Hame Yuhi Yaad Karte Rehna Kahin Hum Aap Ke Dil Se Nikal Na Jaye.
Intaha karna kabhi acha nahi hota.. Jisey chaho woh kabhi bewafa nahi hota.. Yeh tu kismat ki baat hai mil jaye woh kisi or ko..Zabardasti sey kisi ko pana acha nahi hota.......
Samandar Mei Gahrai Ki Tarha Piyar Mei Judai Ki Tarha Dosti Mei Chahat Ki Tarha Mohabbat Mei Wafa Ki Tarha Meri Zuban Pr Tum Rehte Ho DUA Ki Tarha
Har Pal Khuda Ko Yad Ho TUM Har Lamha Khuda Ki Panah Main TUM Har Waqt Khuda Ki Aman Main Ho TUM QK..Har Roz Meri Duaon Main HoTUM
Chand tu chamak ya na chamak,tere na hamakne ka koia gam nahi,kyon ki jo mera sms padh raha hai wo chamakte hue chand se kam nahi…
Apko dekhkar ye nigahen jhuk jayegi,khamoshi ab har baat keh jaegi,padh lijiye in ankho me apni mohabbat koapki kasam sari kayenaat wahi ruk jayegi.