Tum Lakh Bhula

Tum Lakh Bhula
Tum Lakh Bhula Ke Dekhlo, Hum Fir B Apni Kami Jatate Rahege,Aap Kitna Bhi Pani Pee ke Dekhlo,Hum Fir b Hichkiyo Ke Sath Yad Aate Rahege.
  

Jan, 30 2012     136 chars (1 sms)     1031 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Dard Bola To Sunaayi Dega Tera Her Ashq Dikhayi Dega Ishq Tujhse Hai Kambakht Mujhe Ab To Brson Ki Judayi Dega Waqt Rukta Nahi Rahon Ke Bich
Lamha-Lamha waqt gujar jayega, chand lamho me daaman chod jaayega, abhi waqt hai do bate kar lo humse, kya pata kal kaun apki zindagi mein aa jayega.
Kyon nazre churaye baithe ho, Kyon dil ko dabaye baithe ho. Arey hum itne bhi bure nahi, Jo janaab hume bhulaaye baithe ho...
Aasma ko nind aaye to sulau kahan, Sagar mein mauj uthe to chipaaon kahan, Dharti jo tadap uthe to samjhau kya Mujhe teri yaad aaye to main jau kaha
Rang badal ke tasvir badal dete he kamaan se nikla tir badal dete he Unke liye hum nhi badle badlne wale takdir badal dete he. (i love kajal chauhan beejapur)
Khuda tumhe har dukh se door rakhe teri palkon se har hanju door rakhe hamari yahi guzarish hai unse ke jitna bhi ho hamare darmiyaan faasla vo apne dil se na hamein kabhi door rakhe
Aankhon ki zubaan woh samajh nahin pate, hothon se hum bhi kuchh kek nahin paate, apni bebasi hum kis tarah kahein, koi hai jiske bina hum reh nahin paate.
Badi umid thi kisiko apna banane ki Tamnna thi kisi k ho janeki,Kya pata jiske hum hona chahte the Unhe Aadat hi nahi thi kisi ko apna banaane ki.
Nazar ne nazar se mulaqat kar li, rahe dono khamosh par baat karli.. Mohabbat ki fiza ko jab khush paya, in aankho ne ro ro k barsaat kar li
Zamane me koi na sahara nazar aaya Bus tu hi ek hamara nazar aaya Tere pyar me is kadar behte rahe Na tufan nazar aaya na kinara nazar aaya
Rote rote aaj ye din nikal gya haste haste musum yu badal gye sawan aye the khushiyon ki par aapki rah dekhte dekhte ye din b dhal gye.
Bas kya yahi tak tha saath hamara intejar hi karte rahe hum tumhara, kab hogi is kambakht dil me roshni aur kab hoga pyaar ka izihaar tumhara.