Rang badal ke tasvir badal dete he kamaan se nikla tir badal dete he Unke liye hum nhi badle badlne wale takdir badal dete he. (i love kajal chauhan beejapur)
AANKHO PE AASUO KI LAKIR BAN GAYI, KABHI NA SOCHA THA AISI TAKDIR BAN GAYI, HUM NE TO PHIRAI THI UNHI RET ME UNGLI, GAUR SE DEKHA TO TUMHRI TASVIR BAN GAYI
Nazrein mile ek zamaana ho gayaa…. Aisa lagta hai apna bhi koi begaana ho gayaa…. Wo to chale gaye humse door…. Lekin mushkil is dil ko samjhaana ho gayaa
Saath Humara pal bhar ka sahi, par woh pal aise jaise koi kal nahi rahe zindagi mein shayad phir milna humaara par mehekti rahengi tumhari yaadein humare sang sahi