aankhon me utha

aankhon me utha
aankhon me utha sailab to chhalak gaye aansuon ke moti Ho ik hamdard jo ghum ko baante To zindagi kitni khushnuma hoti
  

Jan, 28 2012     118 chars (1 sms)     961 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Humne b kisi se pyar kiya tha.Rahon me khade intzar kiya tha,Bhul unki nahi humari thi,Q kUnhone humse nahi,Humne unse pyar kiya tha.
Tum Pyar Krte Ho Humse Par Izhar nahi krte,Marte Ho Humpe par Ikrar nahi karte.Humari palke apke intzar me Hai,Or aap Hai jo hume Yaad Nahi Karte
Sham dhali, raat aayi Dil dhadka - Fir Tumhari yaad aayi. Aankho ne mehsus kiya us hawa ko - jo tumhe chukar hamare pass aayi.
Har khushi me usne hamara sath diya, Har gum me usne humko sahara diya, Aakhir me ruthne ki wajah ye nikli, Ki hum ne us se pyar kiya..
Nazar me aapke nazare rahenge palko pe yuhi chand sitare rahenge badal jaye to badle ye zamana rabb ki kasam humto hamesh apke RAHEGE
Aankh Me Nasha Diya Karte He Hum Sabki Neende Chura Liya Karte He Hum Ab Se Jab Jab Palke Jhapke Aapki Samaj Lena TabTab Yaad Kiya Karte hum
yaa khuda teri ibaadat me maine, kaun sa gunAh farmaya, ke tune dil to diya lekin, andaaz -e -dillagi nahi sikhaya
Khamosh pyar Ka Ehsas He Aap Meri Khawaish Mere Jajbat He Aap Aksar Ye Khayal Kyu Aata He Dilme Meri Pehali Khoj or Akhari Talash He Aap.
Nam me kya rakha hai, log chehre ko bhul jate hai, aap $umundar ki bat karte ho, log aankho me dub jate he
Na jane kab wo rishta ban gaya. Koi anjana jane kab apna ban gaya. Hame ehsaas bhi na hua aur. Koi jindagi ki zarurat ban gaya.
Meri chahat tumse alag kab hai,dil ki baatein tumse chupi kab hai,tum saath raho dil me dhadkan ki jagah,phir zindagi ko saanson ki jarurat kab hai.
Na koi kisi se dur hota hai, na koi kisike kareeb hota hai, pyaar khud chal kar ata hai, jab koi kisike naseeb mein hota hai.......