HANSANA HAMARA KISI KO GAVARA NAHI HOTA, HAR MUSAFIR JINDAGI KA SAHAH NAHI HOTA, MILTE HAI BAHUT SE LOG TANHA ZINDAGI ME, HAR DOSR TUMSA PYAARA NAHI HOTA.
Mere mehbub Chale aao hum tume yad karte hai, Ye wo gunah hai jo hum baar-baar karte hai,Jalaake dilme hasrato ke chirag Aapke aane ka behad intezar karte hai
Aaj ki raat bahut khubsurat nazar ati ho, dur ho itni magar karib nazar ati ho, dekh kar khud ko tum khud se sharmaa jao, aisi tum chand ki chandni nazar ati ho
Tumne Jo Sahil Pe Aati Lehron Se Dosti Ki Hai, Un Mein Se Meri Wali Bhi Ek Lehar Hogi, Agar Tumse Mile To Usse Kehna, Wo Ret Pe Jo Ek Nishan Tha Wo Abhi Tak Pyasa Hai.