Gum N Ho

Gum N Ho
Gum N Ho Waha Jaha Ho Fasana Tera,Khusiyan Dhundhti Rahe Asiyana Tera,Wo Waqt Hi N Aaye Jab Tu Udas Ho,Ye Duniya Bhula N Sake Muskurana Tera
  

Jan, 28 2012     140 chars (1 sms)     1047 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Kuch ansu hote hai jo behte nahi.Log apne pyar k bina duniya me rehte nahi.Unko b pyar hai humse par na jane kyon woh humse kehte nahi
Yu Mile Ki Mulakat N Ho Saki Suraj Duba Pr Rat N Ho Saki Hamari Khamos Nigahe Hr Bat Keh Gai Or Unko Shikayat Thi Ki Bat Na Ho Saki
Chahat hai kisi ki chahat ko pane kiChahat hai chahat ko aazmane kiWo chahe hame chahe na chahePar chahat hai unki chahat me mit jane
Na aae lab pe to kagaz pe likh diya jae.kisi khayal ko maus Q kiya jae.kisi pe mitne mitane se faeda kya hai.maza to jab hai kisi k liye jiya jae.
SOCHA NAA THA HUM DUR HO JAYENGE, DOSTI MEIN ITNA MAJBOOR HO JAYENGE, AAYEGI JO AAPKI YAAD KABHI, AAPSE HI NAA KEH PAYENGE.
Is Dilme qarar Agaya, Jab Mujse Milne Mera Yaar Agaya.Na rahi Tamanna aur Kuch Pane ki, Uske Honto pe Jab Izhar Aagaya..
Tmhare Pyar ka sila har hal me denge,Koi bhi mange ye Dil to use tal denge Agar Dil kahe k tum Bewafa ho,To Dil ko bhi seene se nikal Dnge
Yeh Teri Bhi Aankhon Ka Qusur Hai Main Tanha Gunahgar To Nahi Tu Is Tarah Se Mere Dil Main Shamil Hai Jahan Bhi Jaoon Lagta Hai Teri Mahfil Hai
Dur hai aapse to kuch gam nahi,dur rahkar bhi bhulane wale hum nahi,roz mulakat na ho pai to kya hua,aapki yad mulakat se kam nahi
Hr Ek Shakhs Se Me Muskura Ke Milta Hon,Tamam Ranjishen Dil Se Bula Ke Milta Hon,Mere Dukhon Se Koi Udhas Na Hojae,Me Apne Chehre Pr Khushiyan Saja Ke Milta Hon.
Gham ke aansu dikha nahikarte, Apna haq aap par jata nahi sakte, Anmol ho tum meri nigahon mein, Yeh baat hum aapko bata nahi sakte.
Wo ruthe is kadar ki manaya na gaya, Durr itne ho gaye ki pass bulaya na gaya, Dil to dil tha samundar ka sahil nahi, Likh diya naam to fir mitaya na gaya.