us rishte ka koi anjaam koi aagaaz nahi tha ada thi usme par mujh mein koi andaaz nahi tha kal maine poochha, uske paas koi raaz nahi tha aaj poochha usne aur mere paas alfaaz nahi tha
KABHAI YAADE TO KABHI JAZBAAT DAFN KIYA KARTE HAI KABHI AASU TO KABHI DARD PIYA KARTE HAI MALUM HAI KI NA AYENGE WO KABHI HUM FIRBHI UNKA INTEZAR KIYA KRTE HAI