Yaado ko teri humne khone na diya, gumo ne bhi chup hone na diya. aankhe to aaj bhi bhar aayi teri yaad me, par teri di hui kasam ne hume rone na diya.!
Tanhai ka ye aalam he..Rone ko dil karta he..Rokar thak jaate he..To marne ko dil karta he...Lekin mare bhi to kaise...Koi he jiske liye jine ko dil karta he..
Diwane hai ham tujhe bhi bana denge,Dil me teri pyar ki shama jala denge.Raho chahe jitne bhi pathar dil banke aap,par Yado Se apni tumko bhi rula denge..