Is Dil me

Is Dil me
Is Dil me aa saka na koi Is dil ko chura na saka koi Kasoor is main kisi ka nahi Aap jesi jagha is Dil main bana saka na koi.
  

Jan, 30 2012     125 chars (1 sms)     884 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Fursat nhi rone Rulane k waste Q yaad aate ho hume tadpane k waste Jab humse daman chhudana hi tha To Q nazar aate ho Dil jalane k waste
YAAD KERTE HAI TUMHE TANHAI ME, DIL DOOBA HAIGAMO KI GEHRAI ME, HUME MAT DHUNDHNA DUNIYA KI BHEED ME, HUM MILENGE TUMHE TUMHARI PARCHAI ME
Us din khuda Ne b jashn ManayaHoga Jis din fursatSe apko BnayaHoga AnkhoSe uskeB nikle HogeAnsu JabApkoYahan bej kr khudKo akelaPaya hoga
Taras gaye tere didaar ko, dil phir bhi tere liye dua karta hai. Hum se acchha to tere ghar ka aaina hai, jo roj tujhe dekh to liya karta hai.
Chahat he ki tujhe mayusi na mile,Aansuvon ko teri ankhon me ijazat na mile,Itni khushiya bhar jaye daman me,tumhare Tujhe rone ki kabi fursat na mile
Palbhar Ki Tanhai Tuje Nasib Na Ho Koi bhi Gum Kbhi Tere Karib Na Ho Rab Teri Zindgi Me Itni Khusiya De Ki Tujse Badke Koi Khusnasib Na Ho
Pyar kro pyar ki koi hadd nhi hoti, do dilon k beech sarhad nhi hoti, dilbar ko to sbhi chahte hai, bewfa ko chahne ki kismat sbki nhi hoti.
Bana bana k tamanna mitai jati hai,Tarah tarah se wafaye azmai jati hai,Unko humse mohabbt nai 2 phir Q juka juka k nazre milai jati hai ?
Gam na kar zindagi bahut badi hai,Chahat ki mehfil apke liye saji hai, Bas ek bar muskura ke dekh,Taqdeer khud aapse milne bahar khadi hai.
chehre par ashqo ki laqeer ban gayi, no na chaha thaw o taqdeer ban gayi, hamne to chalai ret par ungli, dekha to apki tasveer ban gayi
Ateet apne ap ko kyu dohrata hmilkar koi phir kyu kho jata h zindagi bhar sath rehne ka vada kyu kiya jab tumhe sirf bichhadna hi aata h
Kash.!Mere wajud me Wo Uter Jaye,Me dekhu Aaina aur Wo Najar Aaye,Wo ho Samne to Waqt Thaher jaye,Aur use dekhte dekhte Zindagi Guzar Jaye..