Chaha to jindagi

Chaha to jindagi
Chaha to jindagi se bahut kuch, magar tujhe pane ki ek pyas si reh gayi, chah kar bhi tujhe pa na sake hum, bus ab teri meethi si yaad reh gayi.
  

Jan, 28 2012     144 chars (1 sms)     995 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Dur ho jane se rishte nahi tootte, Naahi sirf pass rahane se judte,Yeh to dillo ke bandhan hai is liye Hum tumhe aur tum hame nahi Bhulte.
Nabz dekhi meri aur bimar likh diya,Rog hai aapke pyaar ka ye elaan kar diya,Karzdar hai hum us hakim ke,Jisne dawa me aapka deedar likh diya..
Dil Ke Waadi Mein Dhadkano Per Ikhtiyaar Nahi Hotaa Ishq Wo Jalwa Hai Jo Pardaa Nasheen Nahi Hotaa..
Kisi dard ko sambhal pana asan nahi Haste hue har pal ko bitana asan nahi.Zindagi me har koi dil me nahi bas pata.Or us 1 base hue ko bhul pana asan nahi.
Pyar chupta nahi aankhen chupaane se,Dil rukta nahi kisi ke samjhaane se.Ruk jaati hai dhadkan tujhe bhool jaane se,Hum tujhe yaad karte hain jeene ke bahaane se.
Zindagi kbhi Apko Hsati hogi, Kabhi Apko rulati hogi. Yaad krta hai koi Apko har pal, Is Rftar bhari Zindagi me, Ek Hichki to Apko roj ati hogi.
Chahne se koi cheez apni nahi hoti, har muskurahat khushi nahi hoti, kehna to chahte hai bohot kuch apse, magar kabhi alfaaz to kabhi zubaan saath nahi hoti..
Tammanao Ke DiL Main Fiza Hoti He Hasrat Labon Pe Aye To Dua Hoti He Chalo Usy DiL He DiL Main Chahein Suna Hai DiL Ko DiL Se Rah Hoti He
wo hamare hi samne mehfil me aakar baithe hai,hatho me hamara dil chupakar baithe hai,jab humne pucha ki kya hai in haatho me,to bahana bana diya mehandi lagaye baithe hai....
Hum tumhe yaad kar kar ke raato ko soo nahi paate,Khwaab dekhe tera to use bhul nahi paate,Tera chehra dekhkar hum kuch kah nahi paate,
Pyar Karna Humko Sikha Do,Us Dilke Kone Me Humko B Bitha Do,Hum Tumhari Yado Me He Ki Nahi,Hothon Se Nahi To KamSe Kam SMS Se To Bata Do.
Wo kahin b rahen sar pe uske ilzaam to hai,uske hathon ki lakiron me mera naam to hai,wo mujhe apna banaye ya na banaye zamane me mere naam se woh badnam to hai