Sitare aasman mai

Sitare aasman mai
Sitare aasman mai chamkte hai,Badal door se hi baraste hai,Hum bhi kitne ajib hai,aap dil me rahte hai aur hum mulakat ko taraste hai
  

Jan, 28 2012     133 chars (1 sms)     1111 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Rishta banaya hai kabhi bhulana nahi, Apna gum kabhi humse chupana nahi, Jitna bhi satana hai satao, Lekin is rishte ko kabhi Thukrana nahi.
Shama Ummid Ki Jalti Hi Nhi.Judai Ki Sham Dhalti Hi Nhi.Manzile Aur Bhi Hai Lekin Kya Kre.Zindagi Tere Siva Kisi Aur RahPe Chalti Hi Nahi.
Loot na jaye koi khushi apki, Bahot achhi lagti he hansi apki, Muskan se bhri ho zindgi apki, Mere dil me a dost yade basi Hai aapki...
Kabhi Ati Hai, Khamoshi Say Rat Mein Veeraney Main Kise Waja Say Kis Liye Kis K Liey Ye Keya Hey Ek Ehsas Ek Pyass Phir Bhi Acchi Lagti Hai Unjani Si Phachaani Si Khoobsurat Si Tumhari Yaad.
Kabi ro k muskraye kabi muskra k roe,Teri yad jab b ayi tuje bhula k roe ek tera hi nam tha jise hazar bar likha,Jitna likh k khush huye Usse jyada mita k roye!
Dard hota nahi dunia ko dikhane k liye Har koi rota nahi aanshu bahane k liye Ruthane ka maja tab aata hai Jab koi apna ho manane k liye
Kusbu Apki Dosti Ki Hme Mehka Jati He Apki Hr Baat Hme Behka Jati He Saas To Bahot Der Leti He Aane Me Hr Saas Se Pahle Apki Yad Aa Jati He
Zindagi kbhi Apko Hsati hogi, Kabhi Apko rulati hogi. Yaad krta hai koi Apko har pal, Is Rftar bhari Zindagi me, Ek Hichki to Apko roj ati hogi.
Aapki Hasti Hui Zindgi Ki Raho Me,Hazaro Phool Lutati Hui Bahar Aaye,Chalo To Sitare Nisar ho Tum Par,Hanso To Phoolo Ko Bhi Pyar Aaye
Har samandar ke kinare hote hai,kuch log jaan se pyare hote hai,phir kyon kehte hai log akele reh jayenge jab ki yaado ke bhi sahare hote hai.
Humse koi gila ho jaye to maaf karna,Yaad na kar paye to maaf karna.Dil se to hum aapko bhulenge nahi,Ye Dil hi ruk jaye to maaf karna!
Aaj Mosam Me Kuch Ajeb Si Bat HaiBekabu Se Mere Jazbat HaiJee Chata Hai Churale Aapko Aap Hi Se Hum Pr Kya Kre Papa Kehte Hain Chori Krna Buri Bat Hai.