Keemti palon ko

Keemti palon ko
Keemti palon ko yun n bitana Haste rehna ro kar hume na rulana Hum yaad hai aapko itna hi kaafi hai Kabhi bhool bhi jao to hume na batana
  

Jan, 28 2012     137 chars (1 sms)     1141 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Yado se judke Yaad aate ho Aap Yaad aakar Yaadgar ban jate ho Aap Yaado hi Yaado me samne aa jate ho Aap Kyu Yaad ko b Yaad bana jate ho Aap
Dard Mein Dil Ke Muskarane Se Yaad Aaye Kuch Log Purane Se Main To Do Kadam Bhi Nahi Chal Sakta Tu He Aaja Kisi Bahane Se
Bahon main lelo muj ko k tanha hon main... Dharkan main basalo muj ko k Tanha hon main... Tum nahi to jahan main kuch b nahi... Muj main samaa jao k tanha hoon main........
darte hai aag se kahi jal na jaye darte hai khwab se kahin toot na jaye lekin sabse zyada darte hai aapse kahin aap hume bhool na jaye
-Kya kahe ki kuch kaha nahi jata, dard mitha hai par saha nahi jata, yaad aati hai is kadar aapki, k bina yaad kiye raha nahi jata.
Khuda se maine ek dua mangi, dua me apni maut mangi, Phir khuda ne kaha maut to tujhe me de du par usko kya kahu jisne teri lambi umar mangi
Khuda nazron ko kuch aisi khudai de, Jidhar dekhu udhar woh dikhai de Kash aisa chatmatkar ho jaye hawa mein Usko pukaru aur usiko sunai de
Sayari banti hai zindagi ke lamhon se,Lamhe bante hai khubsurat palon se,Inpalon ko kabhi khone matdena,Hume apne se dur kabhi hone mat dena
Intejaar ka meetha darad diya hai tumne, Mujh par bada ehsan kiya hai tumne, Kambakth aaj kal hichkiyan bhi nahi aati, Jo soochoon ke abhi mujhe yaad Kiya hai tumne
Agar har chehre mein usika chehra nazar aata hain agar har baato par uski naam lete hain agar ise pyar kehte hain toh haan maine bhi kissi se pyar kiya tha..
Hamari Khamoshi Hamari Fitrat Hai, Aapki dosti Hamari Chahat Hai, Yeh Zindagi Jo Itni Khubhasurat Hai, Uski Wajah To Bas Aapki mahobbat Hai.
Agar hum na hote to gazal kaun kehta, is chere ko kamal kaun kehta yehi hai karishma mohabbat ka, warna pathraon ko tajmahal kaun kehta.