KAUN KEHTA HAI MERE BAGHAIR WO TANHA HOGA,WO CHAAND HAI KAHIN AUR CHAMAKTA HOGA,WO TO REHTA HAI MOHABBATON K DES ME,USSE KIYA KHABAR KOI TANHA USSE SOCHTA HOGA.
Tum ko sochu toh sab silsile ache lagte hai Mujhe tumhare shaam-o-saher ache lagte hai Bahut dur tak jaana magar laut ana Mujhe tum se tumhi tak ke faasle ache lagte hai
Roz sochta hoon,aaj izhaar kar denge magar darr lagta hain,ki wo inkaar kar denge roz dil kehta hain,keh de dil ki baat magar lagta hain wo sare aam badnaam kar denge