Tuze main koi

Tuze main koi
Tuze main koi aur naam du, ye mumkin nahi hai mere liye Ha, tere muqable ka koi gar mile muze to use tera naam zarur dunga. -Ziyaad
  

Jan, 31 2012     131 chars (1 sms)     924 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

KiSiKo PALKO Me Na Basao PALKO Me Sirf SAPNE Baste H Agar Bsana H to"DIL"me Basao Qki"DIL"me Sirf APNE Baste H. J
Jan He Zindagi Se Pyari,Jan K Liye Kar Doon Kurbaan Yaari,Jaan Ke Liye Chod Doon Duyina sari Ab Tumse Kya Chhupaana,TumHi Toh Ho Jaan Hamari.
Mera Tujhse Kaisa Rishta Hai, Main Aksar Soachta Rehta Hoon, Aakhir Tum Meri Kaya Lagti Ho, Main Aksar Soachta Rehta Hoon …
Kisse Se Mange Dawa Zakhmon Ki Sabhi Ne Chotein Khaain Hai Kisi Ka Sanam Bewafa Hai To Kisi Ka Sajan Harzaai Hai
Tujh Ko Apni Jaan Ka Salam Likhenge Dil Ki Kitab Me Arman Likhenge Kash Hm Ko Mil Jaye Asman Ki Hukumat Sitaro ki Jgah Pr Tera Naam Likhe
Dil se tera khayal na jaye to kya karu? tu hi bata teri yaad aaye to kya karu? hasrat hai ki ek nazar tujhe dubara dekh lu kismat woh lamha na laye to kya karu?
Kaanch ka tohfa na dena kabhi Ruth k log tod diya karte hai Jo bahut ache ho unse pyar na karna Aksar ache log hi dil tod diya karte hai
-Kya kahe ki kuch kaha nahi jata, dard mitha hai par saha nahi jata, yaad aati hai is kadar aapki, k bina yaad kiye raha nahi jata.
Kya kya Tere Naam likhon. . "DIL" likhoon k "JAAN" likhoon Aansu chura k Teri Pyari Aankhon se. . Apni har Khushi Tere Naam Likhoon
Meri chahat tum se alag kab hai dil ki baate tum se chupi kab hai tum sath raho dil me dhadkan ki jaga phir zindagi ko saanso ki zarorat kab hai
Muhabbat ke paath saare humne bhi padhe hai, Aajmaayein kaise ye koi to bataaye Manaane ko hum dil-o-jaan lutaa denge sataane ka haq koi to jataaye..
Ho nahi sakta mujhe teri yaad na aaye,bhul k bhi tujhe bhulun wo ehsaas na aaye,tu bhule to teri marzi,MAIN bhulu to agli saans na aaye.