Jati nahi aankho se surat teri, Jati nahi dil se mohbbat teri, Mahsus ye hota hai jeene ke liye, Pahle se jyada hai jarurat teri... Jisme teri kami hogi………..
Har dil ke tukre tukre main naam tera hee milega aghar uske bhee tukre kar do usmain bhee wahi dikega Kam na ye mohabat tumain kaheen milegi Merei har ek raah main teri hee chaha dekhegi
Pyasi nigaho ne har pal unka deedar maanga, Jaise amavas ne har raat chand maanga. Ruth gaya woh Khuda bhi humse, Jab humne apni har duwa mein unka saath maanga