Har Udaasi Dil

Har Udaasi Dil
Har Udaasi Dil Par Chayi Hui, Har Khushi Hai Mujse Ghabrai Hui, Aur Kya Rakha Hai Zindagi Ke Daaman Me, Chand Kaliya Hai Vo Bhi Murjhaai Hui
  

Jan, 25 2012     140 chars (1 sms)     1012 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Zndgi me bahot bar esa waqt ayenga Jab apko chahne wala hi apko rulaega Magar viswas rakhna uspar,Akele me wo tumse kahi zyada asu bahaega
Is kadar har taraf tanhai hai,Ujalo me andhero ki parchhai hai,kya hua jo gir gaye palko se ansu,shayad yad unki chupke se chali aayi
Khaaye Hain Lakho Dhokhe,Ek Dhokha Aur Seh Lenge,Tum Le jao Apni Doli Ko,Hum Apne Janaaze Ko Baarat Keh Lenge.
Kitni jaldi ye raat guzar jaati hai, pyaas bujhti nahi aur barsaat guzar jaati hai, apni yaado se keh do ki yu hame sataya na kare, neend aati nahi aur raat guzar jaati hai..
Mujhko Udaas dekh kar, Zamane ne yeh Saawal kiya, Woh kaun Hai zalim, Jisne tera yeh haal kiya, Maine kaha woh mohabbat hai, jo meri unke sath hai, woh nikli bewafa bus itni si baat hai...
Hum umeedon ki duniya basaate rahe, woh bhi har kadam par humein azmate rahe, jab mohabbat mein marna pada, hum mar gaye woh bahane banate rahe..
Kab me unki yad me chur nahi hota KB unse milne ko mjbur nahi hota sach bat H yaro is duniya me dil usika tut ta H jiska koi kasur nahi hota.
Falak Ke Teer Ka Kya Nishana Tha Idhar Mera Ghar .Udhar Uska Aaashiyana Tha .. Puhunch Rahi Thi Kinare Pe Kashti-E-Umeed . Usi Waqt Is tofaan Ko Bhi yahaan Aana Tha
Ek din zindgi aise mukam pe pahunch jayegi,, Dosti to sirf yaadon me reh jayegi.. Har cup chai yaad tumhari dilayegi,, aur haste haste fir aankhein nam ho jagegi
chandani rat me barsaat buri lagati hai, ghar e lash ho to barat buri lagati hai, mer dil ki bat kya jano, dil me dard ho to har bat buri lagati hai.
Is dunia me sab kuch bikta hai,phir judai hi kyu rishwat nai leti,Marta nahi hai koi kisi se juda hokar,bus yadein hai jo jeene nahi deti.
Jaate jaate woh koi achi nishani de gai umar bhar dohra saku aise kahani de gai hum to reh gaye pyase par humari palko ko woh paani de gai