Adalat husnki hogi

Adalat husnki hogi
Adalat husnki hogi,mukadma tere ishq ka hoga, Gawahi mere dilki hogi, Mujrim tera pyar hoga, Aur faisla zindagi aur mautka hoga..
  

Jan, 25 2012     129 chars (1 sms)     1971 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Guzarte lamho me sadiya talash karta hoon,Ye meri pyas hai nadiya talash karta hoon,Yahan to log ginate hai khubiya apni,Me apne aap me khamiya talash karta hoon..
Mat thukra mujhe apnakar, Main mar jaunga tumse juda hokar, Meri zindagi bus tum hi tum ho, Tum mat jao mujhe thukrakar:
Aaj Phir Dil Hai Kuch Udaas Sa Jaane Kyun Ek Mayusi Si Chahi Hai Aaj Phir Palkon Pe Aansu Hai Bheed Mein Hoon Phir Bhi Tanhai Hai.
Jisne humko chaha, use hum chah na sake,Jisko chaha usae hum pa na sake, Yeh samajh lo dil tutne ka khel hai,Kisi ka toda aur apna bacha na sake.
KITNA SURUR RAAT KI TANHAI ME THA, CHUP THA CHAND JAISE RUSHWAI MEI THA, LOG JAG RAHE THE IBADAT K LIYE, OR YE DIL TERI YAAD KI GAHRAI MEI THA.
Din kucch aise gujarta hai koijaise ehsan utarta hai koi.Dil me sambhalta hu gam aise jaise jevar sambhalta hai koi.
Kuch aise din b meri zindagi mei aaye hai.. Aankhe jab roti hai honth muskaraye hai, sabse jyada jo dur gaye mere daman se,jaane ku sabse adhik yaad wahi aaye hai..
Yun toh bahut tha baatane ko, zamaane se chup ke chaha tha apne chahne wale ko, kya khabar thi yun tanha chod deega woh, acha hua ki mere dukh ki khabar bhi na mil paaye zamaane ko. .......
Aaj apne aap se khafaa hoon...... jo uske chere ki madhoshiyaan na pad saka, par kya karoon uski yaad me aisa khoyaa ki uski muskurahat ke peeche ki shararat na pad saka.
Kaise Hota Unhe Gam Hamari Ruswai Ka,Jab Fark Hi Nahi Padta Unhe Hamari Judai Ka,Khamoshi Se Kaha Hamne Jab Sara Gam,To Ilzaam Laga Diya Bewafai Ka
kya kahe aapko hum? khud nahi samaj pa rahe, kaise bitaye har pal, dar hai kahi hum bichad na jaye, mulakat ka vada manzoor hai hame, doa boond ansuome, khushi bhi aap laye,
Palko K Nami Me Chupa Kar Sapno Ko Humne Unhe Jaane Ki Izazat Dedi Hum Tut Kar Bikhar Gaye Tukdon Me Aur Humne Unhe Hansne Ki Izazat dedi