Jakhma itne gahare

Jakhma itne gahare
Jakhma itne gahare hai, Ijhar kya kare, Hum khud nishana ban gaye, vaar kya kare, Mar gaye ham, Aankhe khuli rah gayi, bas isase jyada aur kisi ka intejar kya kare...
  

Jan, 27 2012     166 chars (2 sms)     948 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Zindagi Key Safar Mein Kisi Ko Itna Mat Chaho Keh Woh Tumhari Chahton Ka Qatil Aur Wafaon Ka Saudagar Ban Jaye...
Dur hi sahi kinara to hai timtimata hi sahi sitara to hai,ho jati hai tumhari yaad se hi tasalli,tinka hi sahi sahara to hai.
Har gira ghungat haya ka nhi hota Har utha hath dua ka nhi hota Bujh jate he aksr diye hamri hi galti yo se Hr bar kasur hawao ka nhi hota'
Raat hogi to chand bhi duhai dega, Khawabon main tumhe wohchehra dikhayee dega, Ye mohabbat hai zara soch ke karna, Ek ansu bhi gira to sunai dega.
Jab hum tanha ho to sath rehna,Roye ankhe to ansu poch lena,kyuki jinda hai jab tak hi satayenge,wada karte hai marne ke baad to aapko yaad bhi na ayenge!
Waqt NE sari kahani hi badal dali,Pyar ka naam Jo aata hai to Dar lagta hai,Zakham kuch aise bhi apno NE diye hai mujhko,AB koi haath milata hai to Dar lagta hai
Jalti Shama Ka Daur Hoga,Unki Khamosi Me B Shor Hoga,Aaj Jal Raha Hu Me,Kal Yakinan Koi Aur Hoga
Unse dur jaane ka irada na tha, sada saath rehne ka bhi waada na tha, woh yaad na karenge ye jante the hum, par itni jaldi bhul jayenge ye andaza na tha.
Aye Musafir hum bhi chale thae kabhi un raho par, sajae thae humne bhi ankho ke saajh par kuch sapne. Lut gaye hum unhi se joh thaey kabhi mere apne…
Maang li maine duvaye,Tum b ab sajda karo.In lakiro ko milakar raasta naya paida karo.Motiyo aur hiro ko lejane walo,Uljhano aur aansuo ka b toh Sauda karo..
Ai muhabbat tere anjam pe rona aaya Jane kyu aaj tere naam pe rona aaya Kabhi taqdir ka matam kabhi duniya ka gham Manzile ishq mein har gaam pe rona aaya
Gam-e-zindagi ke maare hai.....! Har bazi jeet ke haare hai.....!Ye jo meri zoli me patthar hai.!Sab mere chahne walo ne mare hai.....!