deedaar-e-yaar

deedaar-e-yaar
deedaar-e-yaar ki khatir jee rahe hain hum unki talaash hain ab har taraf umr-e-tamaam kisike naam kar diya humne ab maut se bhi hume ghabdraana kaisa
  

Jan, 27 2012     150 chars (1 sms)     1088 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Pal-Pal Sanse Khatm Ho Rhi H Zindgi Mout K Pehlu Me So Rhi H Us Bewafa Se Na Puch Meri Mout Ki Vajah Wo To Zmane Ko Dikhane K Liye Ro Rhi H
Dil K Har Gum Ko Bhulana Chahta Hu,Khul Kar Samne Aana Chahta Hu,Himmt Sath Nhi Deti Dil Awaz Nhi Deta,Majbur Itna Hu K Koi Hath Nhi Deta.
Dil unko dundta hai gum ka shringar karke. Aankhe bhi thak gayi ab intzaar karke.. lagta hai naseeb me nahi hai jo chhahate hai hum, to kya fayda kisi se ijhar karke,
Zindagi, manjil, waqt kisi ne humara saath nahi diya, Sab par se puri tarah vishwas uth gaya. Is duniya se ub gaya hai ab humara jiya, Kisi ko kitna hi chaha kam reh gaya.
Shaam bhi udas hogi raat bhi udas hogi,Kafan me lipti meri laash hogi... Ae dafna ke janewalon unse keh do,Qabar me bhi unki tasvir mere saath hogi…
Dil main har raaz daba kar rakhte hain , Hontoon per muskurahat saja kar rakhte hain, Yeh duniya sirf khushi mein saath deete hai , Iss liye hum apne aansoon ko chupa kar rakhte hain
Socha yaad na karke thoda tadpaye unko,kisi ur ka naam lekar jalaye unko,par koi chot unko lagi to dard hume hoga,ab koi ye bataye k kis tarah sataye unko..
Aji unse kaisi mohabbat, jinhone kadar naa hamaari jaani; Hamaare dil ke shamshaan mein, us mohabbat ki kabbr hai bani!!
Mombatti ke andar dhaga bola,main jalta hoo tu kyo pighalti hai,Mombatti boli,jisko dil me jagah de, uske bichhadne per aasoo to niklenge he
Pas akar sabhi door chale jate hai,Hum akele the akele reh jate hai,Dil ka dard kise dikhaye,Murham lagaane wale hi zakhm de jaate hai
Mujhe is liye gawara hai tere sitam,tere pyar ne sikhhaya Jine Ka Hunar,Tujhe bhulna bhi chaho to bhulao kaise.Teri Yaad Na Aaye To Hoti Nahi Sahar.
Ek ajeeb sa manzar nazar ata haiHar ek katra samundar nazar ata haiKaha banau me ghar sheeshe kaHar ek ke haath me pathar nazar ata he