Hame ashqo se

Hame ashqo se
Hame ashqo se zakhmo ko dhona nhi ata,milti h khusi to use khona nhi ata, seh lete h har gam hans k, or log kehte h hame rona nhi ata.
  

Jan, 25 2012     134 chars (1 sms)     943 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Bewafa vo nhi, shayad hum hi khraab the..Zehar ki zarurat nhi, mar jayenge sharab se.Kaante mehsus hi nhi hue kyonki..Pyar hi itna tha us gulab se.
Insaan ki khwahish ki koi inteha nahi Insaan ki khwahish ki koi inteha nah do gaz zameen chahiye do gaz kafan ke baad
Ek Din Baharon Ke Phool Murjhayenge.. Bhoole Se Kabhi Hum Tumhe Yaad Aayenge Ehsaas Hoga Bhoole Se Tumhe Meri Chahat Ka Jab Door Bahut Door Hum Tumse Chale Jayenge...
Meri tanhaiya karti hai jinhe yaad sada,unko bhi meri jarurat ho jaruri to nahi,Muskurane se bhi hota h byan Gum-E-Dil,ashk aankho me ho jaruri to nahi.
Ek Janaza or ek barat takra gaye, Unko dekhne wale be chakra gaye, Upar se aawaz aai, ye kesi VIDAI hai,Mehboob ki doli dekhne yar ki ARTHI ayi hai.
Woh Mera Naam Ret Pe Likhte The Mita Dete The,Likhte The Mita Dete The,Unka To Waqt Guzar Jaata Tha Par Mujhe To Mitti Mein Mila Dete The..
Sath uska kya chuta hum majak ban gayee, pata nahi meri takdir mai kya likha tha, jo is khaiyee mai aakar gir gayee. .......
Bhuj gay hain jo dea un ko jala kar dekho!! Phool guldano main Kagaz k saaja kar dekho!! Ap ko agar andaza nahi ho mere tot jane ka!! Koi pather kesi Shishe per bhi gira kar dekho!!
"Sath dene ka vada kiya tha,shikwa sehne ka vada kiya tha,agar wo hame bhulakar khush hain to koi gam nai,kyuke hamne to unko khush rkhne ka vada kiya tha.
Roone de aaj tu hum ko tu aankh sujaane de, Baahon me le-le aur khud ko bhig jaane de, Hai jo seene me kaid dariya wo chut jaayege, Hai itna dard ke tera daman bhig jaayega.
Dil laga k mene gunah kiya apne hatho sab kuch apna tabah kiya Hume chot lagti rahi us bewafa ne dilse khel khel k khub maza kiya.
Khte he pyar khkar btaya nhi jatahr wqt ye ehsas jtaya nhi jatanadan he wo log,jo ye nhi jante Chup reh kr yun humdum ko staya nhi jata.