Teri Wafa Me

Teri Wafa Me
Teri Wafa Me Ae Sanam.. Na Safar Ke Rahe Na Vatan Ke Rahe Meri Laash KeItne Tukde Huye Na Kafan Ke Rahe Na Dafan Ke Rahe..
  

Jan, 25 2012     122 chars (1 sms)     1207 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Takdir hume us mod par le aayi hai,jaha gum hi gum aur tanhaai hai,baras rahe hai aakhon se aansu,kya isi ka naam judaai hai?
Hamari Muskuraht Dekh Kar Duniya Ne Socha Ki Hum Gum Se Khali Hai,Par Unko Kya Pata Ki Jis Gum K Baag Me Duniya Rehti Hai,Hum Us Baag K Mali Hai.
Kya batao ye qyamat kya hai,Maine ghabra k kaha rooth jana tera.Maut kehte hai kise jab mujhse pucha,Maine ankhe jhuka kar kaha chod jana tera...
Kbi Ansu Tokbi Khushi Bechi Humne Akelepn M Tnhai Bechi Roz Mrti Hui Zindgi BechiStane Lge Jb Muje Mere Hi SyePreshan Hoke Mne Roshni Bechi1hum Hi The Jo Khud Hi Bik GyeWrna Logo Neto Zindgi Bechi
Kal khud hi apni mehfil se nikala tha..aaj hue se deewaane dhundte hai.Musafir be-khabar hai teri aankhon se,tere shahar mei maikhaane dhundte hai.
Kya Faayda Hua hai Ab Intazaar Karke ? ? Gardish me aa gaye hai..Hum Tumse Pyar Karke.. Is Daur me Wafa ka ..Hum Karobaar Karke.... Sunnat nibha rahe hai..Dushman se Pyar Karke....
Waqt NE sari kahani hi badal dali,Pyar ka naam Jo aata hai to Dar lagta hai,Zakham kuch aise bhi apno NE diye hai mujhko,AB koi haath milata hai to Dar lagta hai
Galti Se Pyar Kr Baithe Nadan The Uski Aadat or Fitrat Se Anjan The Waqt Ne Hme Khilona Bna Diya Varna Hum B Kabhi Mehfilo Ki Shan The
Zindagi se jo tum ja chuke ho,Har taraf se hum barbad ho gye,muskurate h khud ki mout par Ansu chipane me ustad ho gye.
garmiye hasrat ke nakam se jal jate hai. hum chiragon ki tarah sham se jal jate hai.. shama jalti hai jis aag mein numaish ke liye hum usi aag mein gumnam se jal jate hai.. jab bhi aata hai mera naam tere naam ke sath,,, jane kyon log mere naam se jal jate hai...
Mein duba to kinare pe khdi thi Dunia,Hasne valon mein mera mukdr bi tha,Ro rha tha jo janaze se lipt ke kaise keh du ki vahi mera Qatil bi tha.
Teri Wafa Me Ae Sanam.. Na Safar Ke Rahe Na Vatan Ke Rahe Meri Laash KeItne Tukde Huye Na Kafan Ke Rahe Na Dafan Ke Rahe..