Ek din jab

Ek din jab
Ek din jab hum duniya se chale jayenge, mat souchna aapko bhul jayenge, bas ek bar aasman ki taraf dekhna, mere sms sitaron par likhe nazar ayenge!
  

Jan, 27 2012     147 chars (1 sms)     1046 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Bina Dard K Aasu Bahae Nai Jate Bina Pyar K Rishte Nibhaye Nai Jate Zindgi Me 1 Baat Yad RakhnaKisi Beqasoor ko Rula K Apne Sapne Sajaye Nai jate
Mohabbat Mukaddar Hai Koi Khwab NahiYe Wo Ada Hai Jisme Sb Kamyab Nahi Jinhe Pnah Mili Unhe Ungliyo Pe Gin Lo Jo Barbad Hue Unka Hisab NahI
Takdir hume us mod par le aayi hai,jaha gum hi gum aur tanhaai hai,baras rahe hai aakhon se aansu,kya isi ka naam judaai hai?
Waqt guzrega hum bikhar jayenge, kon jane hum kidhar jayenge. Hum apki parchayi hai yaad rakhna, jahan tanhai mili wahan hum nazar ayenge
Dil main har raaz daba kar rakhte hain , Hontoon per muskurahat saja kar rakhte hain, Yeh duniya sirf khushi mein saath deete hai , Iss liye hum apne aansoon ko chupa kar rakhte hain
ISS PATHAR KI DUNIYA MEIN AKSAR DIL TOOT JAYA KARTE HAIN, AANKHEN BHI SAMBHAL KAR BANDH KARNA MERE DOST PALKO KE BICH BHI SAPNE TOT JAYA KARTE HAI. ..
Gam is kader mila ke ghbra ke pi gye, khusi todi si mili ki mila ke pe gye, yu to na the hum pine ke aadi, shrab ko tanha dekha, to tares kha ke pi gye.
Tu Naam Ka Darya Hai Rawani Nahi Rakhta,Badal Hai Wo Khokhla Jo Pani Nahi Rakhta,Ye Akhri Tasvir Akhri Khat Bhi Le Ja,Mai Bhul jane walo ki nishani nahi rakhta
Mohabbat ki daastan sunane aye he,Tabah karne k baad wo pyar karne aaye he, Aansu to ponch liye the hamne kab ke,Magar wo hame fir se rulane aaye he.
fassle mitakar aapas me pyaar rakhana pyar ka ye rishta hamesh barkarar rakhna bichad jayen kahin hum agar ankhon mei hamesha intezar rakhna
UNKI DOLI UTHI MERI MAYAT UTHI WO SAJKE GYI MUJE SAJAYa GYA WO UTH K GYi MUJE UTHAYA GYA FARk SIRF ITNA H UNHE APNAYA GAYA MUJE DAFNAYA gaya
Wo AAINA hi thi, chamakti hi rahi Mai chirag tha bas jalta hi raha wo phool thi or mai ek kaanta wo mehakti hi rahi or mai chubta hi raha