Dhoka diya tha

Dhoka diya tha
Dhoka diya tha jab usne mujhe,zindagi se main naraaz tha, phir socha ki dil se use nikaal du, magar woh kambakht dil bhi uske paas tha......
  

Jan, 27 2012     140 chars (1 sms)     7916 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Taqdeer Ka Gham Dunya Mein Sitam Har Haal Mein Sehna Parta Hai Shiqwa Bhi Zuban Per Late Hain Khamosh Bhi Rehna Perta Hai
Ansuoo ko palko tale chupaye baithe hai,zakhamo ko aaj hum silaye baithe hai,tu bewafa huaa to kya.....kahi hamari wafa badnam na ho jaye hoto ko isliye dabaye baithe hai.....
Wada kar lete hai nibhana bhul jate hai,Lagakar aag bujhana bhul jate hai,,Ye to aadat ho gayi unki,Rulate hai aor manana bhul jate haI
Dete hai kyu ye dard bas hami ko,kya samjhenge wo in ankho ki nami ko,lakho diwane ho jis CHAND ke, wo kya mehsus karenge 1 TARE ki kami ko.!
Dard Ko Bhi Ab Dard Hone Laga, Dard Khudi Ghav Bharne Laga, Dard Ke Mare Hum Na Roye Kabhi, Dard Khud Humko Chhu Kar Rone Laga.
Apni zindagi se kuch pal dede mujhe, aaj na sahi tu apna kal dede mujhe, khushi de ya n de marzi teri, apna dukh aur dard tu chal dede mujhe
Husn wale KHOOB wafao kasila dete hai,Har ekmod parek zakhamnaya dete hai,Is jahanme koi bhi apna nahi hai;Jab ped jalta haito patte bhi hawa dete hai
Asman ko pata tha k raat kya hoti h juba ko pata tha k baat kya hoti h ab tak anjan tha jin thapedo se me wo bewfa bata gayi k bewafi kya ho
NAKAAB MAT DALO MERE CHEHRE PAR, MUJHE AADAT HAI MUSKURANE KI, MAT DAFNAO MERI LAASH KO ABHI, UMEED HAI AAPKE AANE KI.
Dard hi sahi mere ishk ka inaam to aaya khali hi sahi hathon me jaam to aaya.Main hu bewafa sabko bataya usne yu hi sahi uske labo pe mera naam to aaya
Chingari ka khonf na do hme, dil me aag ka dariya basae bethe h, jal jate kab k is aag me, magar khud ko ansuo me bhigoye bethe he
Yadein teri satati hain aaj bhi Milne ki aarzuein tarasti hain aaj bhi Aankhen hazar bar ki koshish k bavajud Ruk-2 k baar-2 barasti hai aaj bhi.