Teri Aarzoo Me

Teri Aarzoo Me
Teri Aarzoo Me Deewane Ho Gaye, Tujhe Apna Banate Banate Begane Ho Gaye, Kar Le Ek Baar Yaad Apne "DIL" Se, Tere "DIL" ki Aawaaz SuN ne Ko BARBAAD ho Gaye.
  

Jan, 24 2012     155 chars (1 sms)     1147 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Hijr Ke Mosam Main Ye Barish Ka Barasna Kesa Ik Sehraa Se Samandar Ka Guzarna Kesa Aye Mere Dil Na Pareshan Ho Tanha Ho Kar Wo Tere Sath Chala Kab Tha To Bichadna Kesa.
Zindagi Kitni Khubsurat hoti, Agar teri chahat adhoori na hoti, Kuchh uljhane khuchh majbooriyan hoti beshak, Magar pyar mein itni dooriyan na hoti…..
La hasili ka ishq me charcha nahi kiya,duniya jo chahti thi tamasha nahi kiya,manzar se hat k kardiya asan judai ko,is faisle me use tanha nahi kiya
Ai mere humnashin chal kahin aur chal, Is chaman mein ab apna guzaara nahin, Baat hoti gulon tak to seh lete hum, Ab to kaanton pe bhi haq hamara nahin
ye arzoo hay wafa ban k taray sath rahoon dharktay dil ki sada ban k taray sath rahoon meray laboon se jisay mout bhi na cheen sakay wo zindagi ki dua ban k taray sath rahoon...............
DARD ME KOI MAUSAM PYARA NAHIN HOTA, DIL HO PYASA TO PANI SE GUJARA NAHIN HOTA, DEKHE ZARA KOI BEBSI HAMARI, HUM UNKE HO GAYE JO HAMARA NAHIN HOTA.......
Khuda salamaat rakhe unko jo humse nafrat karte hain pyar na sahi, nafrat hi sahi bhala kuch toe sirf humse karte hai..
khushbu ki tarah apke pas bikhar jayenge sukun bankar dil me utar jayenge mehsus karne ki koshis karna dur hote hove bhi pas nazar aaynge
Ujade hoye chaman me fuoloki talash karte hai .Kaise nadan he ham ek bevfa se payr karte hai.
Ankhein khuli ho to chehra tumhara ho, Aankhein bandh ho to sapna tumhara ho, Mujhe maut ka dar na hoga, Agar kafan ki jagah dupatta tumhara ho.
Lafz ki shakal me ehsas likha jata he,Yani garmi ko pyas likha jata he,Mere jazbat se wakif he kalam b mera,Me wafa likhu to tera nam likha
Ek din zindgi aise mukam pe pahunch jayegi,, Dosti to sirf yaadon me reh jayegi.. Har cup chai yaad tumhari dilayegi,, aur haste haste fir aankhein nam ho jagegi